Hater

Nafrat khud hi se
Nafrat lafzo ki Kami se
Nfrat waqt ki gati se
Na hakeem mere haal ka
To aadatien li paal battar
Mere haal se
Nafrat uss makaam se
Jab hota ehsaas the
Nibhane kuch raabte
But I was so baked
Nafrat jazbaato se
Jo muh pe na aaye
Nafrat Teri aankhon
Se Jo puche bahut
Kuch bhi bataye bin
Badhe nafrat
Khud hi se aaye din
But I try to cope wid it
Wrote it down kabhi tok leke
Lailaaj Rog hai ye
Khaamiyo ki bediyaa
Mazboot hai
Majbooriyon ne diya
Naya roop uh
Lehze tabhi kroor hai
Kar baaton pe tu gaur
Life's finne be a movie
Hota rozana mehsoos
Gotta go mera shoot hai
Mujhe laga tha ki dil toh mazboot hai
Par feeka pada aadato ke aage
Toh qubool hai ye latt shayad aadat mujhe paale
Nafrat
Us hasi se
Jo aati uske dwara na
Hai karta kuch par bajne me
Hai hote sabse aage
Nafrat ki apnake sala
Chodhna nahi jaane
Nafrat
Choti umar me huye bade jald bole baap
Nahi dekha bachpan
Waqt maalik hai
Ehsaas ki ehbaab na
Hai saath jo hai rehte wo
Toh waqt kaatne ki bas
Ek saazish hai asal
Hai bas matlab
Mujhe khud hi se
Sach toh ye ki jab thhe school me
Thhi dhoop bas ek dikkat aisi choti
Moti dikkato mein sukhi thhe hum Maakasam na kisi se lagaav
Aisa khaas par kyu hai mujhe
NAFRAT sab hi se



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link