Leave Me
Kehti hai mujhe aaj chhod do
Hoga dard kam naya pyaar abhi
Dil jaldi dukha ke
Kiya hai tune koi ehsaan nahi
Kehti hai mujhe aaj chhod do
Hoga dard kam naya pyaar abhi
Dil jaldi dukha ke
Kiya hai tune koi ehsaan nahi
Tujhe ye kaisi beemari hai ki
Jaan bhi de raha tujhe feeling nahi aa rhi hai
Todte waqt na hi chehre pe shiqan jaise
Tode tune kaiyon ke ab shayad meri baari hai
Mai haara jab ghani lambi saanwali wo raat aayi
Mai Ghabraya jab rishte pe baat aayi
Roya gidgidaya baby karo na khatam let me fix this
Tujhe meri samajh na baat aayi
Shayad zyada hi macha diya tha maine shor
Ki mera sab tu hi hai na chahun koi aur
Loyal and caring tha diya shikayat ka mauka nahi
Drame na mile rishte mein to tu ho gyi bore
Banayi memories jo saath mein thi
Ab bhaari se lagte hain
Chhodne ki bhi wajah nazayaz kya hi keh sakte hain
Feelings aati hain jaati hain temporary cheez jaana
Rishte feeling se nahi samajhdari se chalte hain
Tujhe nibhana nahi tha to bhi bola tune haan
Maine socha finally koi kare hai parwah
2 mahine na hue tune kiya yun give up
Firse sochni padi thi mujhe jeene ki wajah
Kahin pe man lage raahein hum talaashte the
Banke ghalib fir inn panno ko hi ghum baat te the
Kaafi zakham ek janam ke liye chaatne ko
Unhi ko bharne mein hi shaamein hum apni kaat te the
Chhoti chohti galtiyon ko pirokar banayi
Tune mujhe chhodne ki jo wajah
Khureda tune mujhse milne se pehle ka mera ateet
Taaki kisi tarah de pao sazah
Dhoondegi kya maine sab pehle se tujhe bataya
Koi andhera raaz na jo tujhse chhupaya
Chal na kar itni mehnat ja tujhe kiya aazad
Bas jaan ek baat tune sacha pyaar gawaya

Credits
Writer(s): Davinder Singh, Prakhar Gupta
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.