Khushnaseeb
milte bohot tarife jaati nahi sar Tak hai
life chle balance par, dikha Raha hu kartab main
too many feed kitne log mere ghar par hai
mujhse kare umeed vo bada hua hath jinka pakad kar main
par yaar sab badiya hai
sone ke liye takiya hai
thodi mere me kamiya hai
rep karu ye gulliya main
rakh ke chalu ab bhi sabar main
log bolte chodhte hota mujhe nahi asar hai
shauk ko paala jaise chota bachha nazuk sa
aur bada Kara deke arrogance shahrukh ka
label chahe khana, competition chahe girana
ye sab seekhna hai pada, varna ladka main bhi masoom tha
tum theek se mujhe jante nhi abhi
Jo shuru se mujhe sunte vo mante hai kavi
jab se shuru kara soya hu main raat me nhi kabhi
bhag rahe hai kabse, par rukke haafte nahi kahi
yahi meri way of life
isme nhi Galt ya right
rasta narak ka bhai
kabhi main palalta nhi
mehnat karne se mile
nhi fal ye naseeb ka
samjh nhi aati baatein jaise
gham ho gareeb ka
samjh nhi aati baatein jaise
dard ho mareez ka
bhukhe ko lagta hi hai
har khana lazeez sa
mujhe apne pe yakeen tha
main manzil ke kareeb na
par chalu leke veerta
khushnaseeb khushnaseeb
har din uthu, plate bhari
khushnaseeb khushnaseeb
ashirwad mile mujhe
unnati unnati
sar pe mere chhat
khushnaseeb khushnaseeb
khushnaseeb khushnaseeb
har din uthu, plate bhari
khushnaseeb khushnaseeb
ashirwad mile mujhe
unnati unnati
sar pe mere chhat
khushnaseeb khushnaseeb
ye bus dedication teri kaam aayegi
aalas me main bhi pada tha, vapas se khada hua hu
galti 1 bar ki firse apni kyu jagah du
savaru zindagi khudki ya bakiyo ko khush rakho
isliye nhi chala tha taaki main kabhi ruk saku
married to the game, par ye game hai kaafi dicey
neend se uthe theek par sulati anxiety
socializing nhi hoti jab jata hu party me
jise kat raha betha hu ussi dali pe
aur jiska khaya uski thukha nhi thaali me
sikhnhi nhi gaddari ye zimmedari hamari he
Zada din yaha pe chalte naye rishte nahi
Samjho dosti ke karz me bhari jaayi kishte nahi
Jinke sath sabse achi yaadien vo milte nahi
Par chodho ab hum bade hogye baatien le dil pe nahi

Credits
Writer(s): Rahul Jaluthria
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.