Khuda Jaane (From "Bachna Ae Haseeno")
Sajde mein yoon hi jhukta hoon
Tum pe hi aake rukta hoon
Kya yeh sabko hota hai?
Humko kya lena hai sabse
Tum se hi sab baatein ab se
Ban gaye ho tum meri dua
Sajde mein yoon hi jhukta hoon
Tum pe hi aake rukta hoon
Kya yeh sabko hota hai?
Humko kya lena hai sabse
Tum se hi sab baatein ab se
Ban gaye ho tum meri dua
Khuda jaane ke main fida hoon
Khuda jaane main mit gaya
Khuda jaane yeh kyun hua hai
Ki ban gaye ho tum mere Khuda
Tu kahe toh tere hi qadam ke main nishanon pe
Chaloon-rukoon ishaare pe
Tu kahe toh khwabon ka bana ke main bahaana sa
Mila karoon sirhaane pe
Ho, tum se dil ki baatein seekhi
Tum se hi yeh rahein seekhi
Tum pe mar ke main toh jee gaya
Khuda jaane ke main fida hoon
Khuda jaane main mit gaya
Khuda jaane yeh kyun hua hai
Ki ban gaye ho tum mere Khuda
Dil kahe ke aaj toh chhupa lo tum panaahon mein
Ki dar hai tumko kho doonga
Dil kahe sambhal zara, khushi ko na nazar laga
Ki dar hai main toh ro doonga
Ho, karti hoon sau waade tum se
Baandhe dil ke dhaage tum se
Yeh tumhe na jaane kya hua
Khuda jaane ke main fida hoon
Khuda jaane main mit gaya
Khuda jaane yeh kyun hua hai
Ki ban gaye ho tum mere Khuda
Sajde mein yoon hi jhukta hoon
Tum pe hi aake rukta hoon
Kya yeh sabko hota hai?
Humko kya lena hai sabse
Tum se hi sab baatein ab se
Ban gaye ho tum meri dua
Khuda jaane ke main fida hoon
Khuda jaane main mit gaya
Khuda jaane yeh kyun hua hai
Ki ban gaye ho tum mere Khuda
(Ki ban gaye ho tum mere Khuda)
Tum pe hi aake rukta hoon
Kya yeh sabko hota hai?
Humko kya lena hai sabse
Tum se hi sab baatein ab se
Ban gaye ho tum meri dua
Sajde mein yoon hi jhukta hoon
Tum pe hi aake rukta hoon
Kya yeh sabko hota hai?
Humko kya lena hai sabse
Tum se hi sab baatein ab se
Ban gaye ho tum meri dua
Khuda jaane ke main fida hoon
Khuda jaane main mit gaya
Khuda jaane yeh kyun hua hai
Ki ban gaye ho tum mere Khuda
Tu kahe toh tere hi qadam ke main nishanon pe
Chaloon-rukoon ishaare pe
Tu kahe toh khwabon ka bana ke main bahaana sa
Mila karoon sirhaane pe
Ho, tum se dil ki baatein seekhi
Tum se hi yeh rahein seekhi
Tum pe mar ke main toh jee gaya
Khuda jaane ke main fida hoon
Khuda jaane main mit gaya
Khuda jaane yeh kyun hua hai
Ki ban gaye ho tum mere Khuda
Dil kahe ke aaj toh chhupa lo tum panaahon mein
Ki dar hai tumko kho doonga
Dil kahe sambhal zara, khushi ko na nazar laga
Ki dar hai main toh ro doonga
Ho, karti hoon sau waade tum se
Baandhe dil ke dhaage tum se
Yeh tumhe na jaane kya hua
Khuda jaane ke main fida hoon
Khuda jaane main mit gaya
Khuda jaane yeh kyun hua hai
Ki ban gaye ho tum mere Khuda
Sajde mein yoon hi jhukta hoon
Tum pe hi aake rukta hoon
Kya yeh sabko hota hai?
Humko kya lena hai sabse
Tum se hi sab baatein ab se
Ban gaye ho tum meri dua
Khuda jaane ke main fida hoon
Khuda jaane main mit gaya
Khuda jaane yeh kyun hua hai
Ki ban gaye ho tum mere Khuda
(Ki ban gaye ho tum mere Khuda)
Credits
Writer(s): Shekhar Ravjiani, Anvita Dutt Guptan, Vishal Dadlani
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Besharam Rang (From "Pathaan")
- Ghungroo (From "War")
- Malang (From "Dhoom:3")
- Ishq Shava (From "Jab Tak Hai Jaan")
- Khuda Jaane (From "Bachna Ae Haseeno")
- Nain Parindey (From "Lafangey Parindey")
- Kamli - Unplugged (From "Dhoom:3")
- Jazba (From "Ladies vs Ricky Bahl")
- Phir Kya Hai Gham (From "Hichki")
- Uh-Oh Uh-Oh! (From "Mujhse Fraaandship Karoge")
Altri album
- Saanjha (Amapiano Mix) - Single
- Saanjha X Chura Liya Hai (LoFi Mashup) - Single
- Tumhare Hi Rahenge Hum X Phir Aur Kya Chahiye (Mashup) - Single
- Tumhare Hi Rahenge Hum (Amapiano Mix) - Single
- Ro Lain De (Chillhop) - Single
- Saanjha (Lofi Mix) - Single
- Shilpa Rao Superhits
- Tose Naina Lage (Trap Beat) - Single
- Parindey
- Ye Baba - Single
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.