Laila (feat. Rosha & Karun)

*Vasu Raina*
Haye mere dil ki ye raza
Ki manzurr har saza
Na hai darr e khauf koi
Kya anjaam ab mera

Uff teri hi ye ada
Behti jaise hai hawa
Haath bhi na aaye tu
Jaise tu koi toofan

Jaana
Ye jaan bhi jaaye na
Kuch bhi bhaaye na
Hume tere bina
Haan
Kehdo na kehdo na
Tumko bhi hai ye
Khumaar
Baat karke toh dekho kabhi

O' laila
Tere peeche marr gaye
Apni jaan nisaar kar gaye
Laila
O' laila

O' laila
Tum aage badh gaye
Humko yahin chhod gaye
Laila

Haan, laila

*Karun*
Laila ke hai charche hazaar
Laila deti mujhko bukhaar
Laila meri dhadhkane badh rahi
Laila majnu pe sawaar

Mera majnu sa mann
Tera sajjta ye tann
Mujhe maar hi na daale
Laila tera ye yauvan

Maine door hona tujhse
Na lagta ye fun
Tujhe pyaar karna kyu
Mujhe lagta kaffan

But since you've entered
My life's been better
Sleeping on my shoulder
Waking in my sweater
Ye sab lagta behtar
Tera sath hai par
Tera sath nahi hai
Sochu khudse kehkar

Main prem mein padd gaya laila jo tere main
Thoda lame sa ho gaya auro ke liye main
Thoda fame hai chadhh gaya sarr pe mere jo
You just came in and utra main jhatt se pairo pe tere

Oh laila
Meri baat sunle tu
Chaahe mera sath chunle tu
Likh tujhpe aaj gaane du
Ab thode khaab bunle tu
Laila
*Vasu Raina*
O' meri laila

O' laila
Tere peeche marr gaye
Apni jaan nisaar kar gaye
Laila
O' laila

O' laila
Tum aage badh gaye
Humko yahin chhod gaye
Laila

Haan, laila



Credits
Writer(s): Rohan Sharma, Vasu Raina, Karun Kohli
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link