Sarphira
Chala hai seena taan ke shaan se dil ka ye kaafila
Hai khud se hi haar ke jeetna ab toh har intehaan
Bichha de meri raahon mein, ae zindagi, mushkilon ka safar
Hategi ab na kabhi, ae zindagi, manzilon se nazar
Sarphira dil mera ab rukega kahan
Sarfaroshi ka iraada hai, ab jhukega kahan
Khaak mein mil ke dil aatish-e-gul hua
Jalte jaane ka iraada hai, ab bujhega kahan
Sarphira...
Saath koi ho, na ho, hausle toh saath hon
Sapne jitni zid karein, poore apne dum pe hon
Sarhadein 'gar na hatein, khud ko tum parwaaz do
Daur ban ke udte jaao, waqt ho, behte raho
Utha ke aasmaan ko, ae zindagi, le chalein apne ghar
Aa, dekhein hota hai kya, ae zindagi, sarkashi ka asar

Credits
Writer(s): Pritam
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.