ELEVATE
Kiye kuch waade the jisse, nibhaya nahin
Par galtiyon se seekha fir dohraaya nahin
Jab zaroorat thi inki mujhe, koi aaya nahin
Buri aadaton pe waqt karna zaaya nahin
Khada hai yaar tera, kisse bhulaya nahin
Dil mein hai pyaar bhara toh koi paraya nahin
Sab hai sukoon ke khoj mein, koi Paya nahin
Mein paaya sajde mein, kise bataya nahin
Duniya ye nafrat se chalti hai
Koi aage badjaye toh jalti hai
Jab matlab mein samjha in riston ka
Smjha ke duniya toh matlab se chalti hai (matlabi)
Galti ye ki meine kafi baar
Apno mein wafa ko dhundte rahe (apno mein)
Par humko hi bewafa kehdiya
Bewajah ye tabah karke gaye
Meri badnaami log karte rahe
Sach kya hai jaanke bhi sareaam chup hu
Mujhe giraake upar jaane ke chakkar mein
Kitna neeche girre saale, inhe dekh ke mein khush hoon
Sochke ye acha lagta hai mujhe
Mere rab ne shukar hai in jaisa nahi banaya
Shows ho ya brands ye sab zyada kiye bina
Inse zyada gaana dalke, inse zyada mein kamaya
Mujhe mat dikha ye guroor, ye ghamand
Jis zindagi ko jeera tu woh kabka jeeke aaya mein
Sabse hatke soch, iss lalchi duniya mein rakhnewalo mein se
Sirf aaj akela ko paaya mein
Nibhaya mein jo bhi bola aaj tak mic pe
Sirf gaanon mein nahin, OG hoon real life mein
Khuda ke raaste pe chal raha hoon par
Shaitaan bhi saath baitha hua hai side mein

Credits
Writer(s): Mohd Bilal Shaikh
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.