Amoeba
Khudke gaane khud hi sunu
Mujhe milta usme sukoon
Teri chahiye nahi salaah
Mere gaane hi hain saboot
Skills dikhaane baitha nai mai
Kabtak karu rhyme kabtak maaru bars
Ye mera music, meri likhai hai toh
Ismein karoon apne man ki baat
Antim raat jab hogi meri agli
Subah aaunga leke nayaa roop
Banke sardiyon me dhoop
Kar ke poori sabki bhookh
Khwahish Sachi baat jhooth
Pehle se bhi behtar khoob
Tum karo khudko praise
Apne gaano me khudko pesh
Jaise khudse teri zyada age
Aur kudiyon mein hai tera craze
Nashe mein bhi purple haze
Aur beaton me bhi boom bass
Mai likhoon apni khaamiyaan bhi
Yehi meri kaamyaabi
Chhota bhai bole bhaiya mast gaana lagaa tera
Maa baap chaahe samjhe na ye genre par
Bete ki aawaaz aur andaaz pe hi karte vibe
Ek bandi bhi meri jo banna chaahe wife
I'm loyal to her
And I'm loyal to hip hop
I'm loyal to my art
Kabhi kabhi cringe thoda
Cuz baatein nikle seedha from my heart
No filter
Mai kaisa hun ye jaan paaoge bas mujhse milkar
Mai jo bhi hu bhai badhiyaan hu
Tum rapper samjho ya singer
Mai try krta best har jagah, rishton me bhi
Par wapas ni mila kuch, kishton me bhi
I tried everything, kya bachaa hai, disco maybe
Tabhi karta hu beaton pe mai disco daily
Abhi tak nahi diya maine apna best gaana
Im a fuckin scientist man, har gaana test gaana
Itne desires, ki mann karta hai ek ek ichha ka khud galaa ghot du
Ab mujhe chahiye peace, shaanti ke liye chillaun? Galaa khol dun?
What's the purpose
Jab jaana hi hai marghat
Ye vichaaron ka bargad
Phale kyu mere mann me
Khule aasmaa ka kya karu jab sar pe mere karkat
Mere shabd kare circus
Aur baatein bemaksad
Betuke Daawe karun dattkar
Apne daawon ka mai rakshak
Sochu mai door pr wapas wahi harqat
That's coming back to circle
Mera tareeka jaise nabi ka
Kardu mai gumraah, padho aqeeda
Banaa hu ek se jaise amoeba
One of a kind mai toh
Maut ko bhi jeeeeeeeeta hooonnnnnn
Khudke gaane khud hi sunu
Mujhe milta usme sukoon
Teri chahiye nahi salaah
Mere gaane hi hain saboot
Mujhe milta usme sukoon
Teri chahiye nahi salaah
Mere gaane hi hain saboot
Skills dikhaane baitha nai mai
Kabtak karu rhyme kabtak maaru bars
Ye mera music, meri likhai hai toh
Ismein karoon apne man ki baat
Antim raat jab hogi meri agli
Subah aaunga leke nayaa roop
Banke sardiyon me dhoop
Kar ke poori sabki bhookh
Khwahish Sachi baat jhooth
Pehle se bhi behtar khoob
Tum karo khudko praise
Apne gaano me khudko pesh
Jaise khudse teri zyada age
Aur kudiyon mein hai tera craze
Nashe mein bhi purple haze
Aur beaton me bhi boom bass
Mai likhoon apni khaamiyaan bhi
Yehi meri kaamyaabi
Chhota bhai bole bhaiya mast gaana lagaa tera
Maa baap chaahe samjhe na ye genre par
Bete ki aawaaz aur andaaz pe hi karte vibe
Ek bandi bhi meri jo banna chaahe wife
I'm loyal to her
And I'm loyal to hip hop
I'm loyal to my art
Kabhi kabhi cringe thoda
Cuz baatein nikle seedha from my heart
No filter
Mai kaisa hun ye jaan paaoge bas mujhse milkar
Mai jo bhi hu bhai badhiyaan hu
Tum rapper samjho ya singer
Mai try krta best har jagah, rishton me bhi
Par wapas ni mila kuch, kishton me bhi
I tried everything, kya bachaa hai, disco maybe
Tabhi karta hu beaton pe mai disco daily
Abhi tak nahi diya maine apna best gaana
Im a fuckin scientist man, har gaana test gaana
Itne desires, ki mann karta hai ek ek ichha ka khud galaa ghot du
Ab mujhe chahiye peace, shaanti ke liye chillaun? Galaa khol dun?
What's the purpose
Jab jaana hi hai marghat
Ye vichaaron ka bargad
Phale kyu mere mann me
Khule aasmaa ka kya karu jab sar pe mere karkat
Mere shabd kare circus
Aur baatein bemaksad
Betuke Daawe karun dattkar
Apne daawon ka mai rakshak
Sochu mai door pr wapas wahi harqat
That's coming back to circle
Mera tareeka jaise nabi ka
Kardu mai gumraah, padho aqeeda
Banaa hu ek se jaise amoeba
One of a kind mai toh
Maut ko bhi jeeeeeeeeta hooonnnnnn
Khudke gaane khud hi sunu
Mujhe milta usme sukoon
Teri chahiye nahi salaah
Mere gaane hi hain saboot
Credits
Writer(s): Sanket Kumar Mishra
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.