Kisi Roz - From "Auron Mein Kahan Dum Tha"
Kisi roz...
Kisi roz...
Kisi roz baras, jal-thal kar de
Na aur sata, oh, saheb ji
Main yugon-yugon ki trishna hoon
Tu meri ghata, oh, saheb ji
Main yugon-yugon ki trishna hoon
Tu meri ghata, oh, saheb ji
Kisi roz...
Kisi roz baras, jal-thal kar de
Na aur sata, oh, saheb ji
Patthar jag mein kaanch ke lamhe
Kaise sahein, jo samjh na aaye
Tere-mere beech mein jo hai
Gyaani jag yeh jaan na paaye
Tann mein teri chhuvan talaashoon
Mann mein teri chhaap, piya
Bhaap ke jaise pal ud jaaye
Preet ko hai yeh shrap, piya
Kaise rokoon jal anjuri mein?
Bhed bata, oh, saheb ji
Kisi roz...
Kisi roz baras, jal-thal kar de
Na aur sata, oh, saheb ji
Kisi roz baras, jal-thal kar de
Na aur sata, oh, saheb ji
Mandir pooje, dargaahon mein
Jaake chadhaayi bhent, piya ji
Mandir pooje, dargaahon mein
Jaake chadhaayi bhent, piya ji
Maathe se yeh birah ki rekha
Koyi na paaya met, piya ji
Tu hi toh pehli preet hai meri
Tu hi toh antim aas meri
Koyi bahaana dhoondh ke aaja
Toot na jaaye saans meri
Dil ka koyi dosh nahin hai
Dil na dukha, oh, saheb ji
Kisi roz...
Kisi roz...
Kisi roz baras, jal-thal kar de
Na aur sata, oh, saheb ji
Main yugon-yugon ki trishna hoon
Tu meri ghata, oh, saheb ji
Kisi roz baras, jal-thal kar de
Na aur sata, oh, saheb ji
Kisi roz...
Kisi roz baras, jal-thal kar de
Na aur sata, oh, saheb ji
Main yugon-yugon ki trishna hoon
Tu meri ghata, oh, saheb ji
Main yugon-yugon ki trishna hoon
Tu meri ghata, oh, saheb ji
Kisi roz...
Kisi roz baras, jal-thal kar de
Na aur sata, oh, saheb ji
Patthar jag mein kaanch ke lamhe
Kaise sahein, jo samjh na aaye
Tere-mere beech mein jo hai
Gyaani jag yeh jaan na paaye
Tann mein teri chhuvan talaashoon
Mann mein teri chhaap, piya
Bhaap ke jaise pal ud jaaye
Preet ko hai yeh shrap, piya
Kaise rokoon jal anjuri mein?
Bhed bata, oh, saheb ji
Kisi roz...
Kisi roz baras, jal-thal kar de
Na aur sata, oh, saheb ji
Kisi roz baras, jal-thal kar de
Na aur sata, oh, saheb ji
Mandir pooje, dargaahon mein
Jaake chadhaayi bhent, piya ji
Mandir pooje, dargaahon mein
Jaake chadhaayi bhent, piya ji
Maathe se yeh birah ki rekha
Koyi na paaya met, piya ji
Tu hi toh pehli preet hai meri
Tu hi toh antim aas meri
Koyi bahaana dhoondh ke aaja
Toot na jaaye saans meri
Dil ka koyi dosh nahin hai
Dil na dukha, oh, saheb ji
Kisi roz...
Kisi roz...
Kisi roz baras, jal-thal kar de
Na aur sata, oh, saheb ji
Main yugon-yugon ki trishna hoon
Tu meri ghata, oh, saheb ji
Kisi roz baras, jal-thal kar de
Na aur sata, oh, saheb ji
Credits
Writer(s): M.m. Kreem
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Auron Mein Kahan Dum Tha - Title Track - From "Auron Mein Kahan Dum Tha"
- Tuu - From "Auron Mein Kahan Dum Tha"
- Ae Dil Zara - From "Auron Mein Kahan Dum Tha"
- Kisi Roz - From "Auron Mein Kahan Dum Tha"
- Jahan Se Chale The - From "Auron Mein Kahan Dum Tha"
- Kisi Roz - From "Auron Mein Kahan Dum Tha"
- Dobara Humein Kya - From "Auron Mein Kahan Dum Tha"
All Album Tracks: Auron Mein Kahan Dum Tha - Original Motion Picture Soundtrack >
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.