Kinni Soni
Kinni sohni lagdi tere haathon mein yeh mehandi
Akhiyon mein hai paani, tera chehra noor di pyaali
Chann chhod aaya ambaraan nu, ban gaya teri baali
Khwaahish meri aaj tere pairon mein aake boli
Kehde janmon ka mere badla mila?
Itne paas hoke bhi tu mera na hua
Duniya waalon ki sunte rahe
Dil ki na suni, yeh hum ne kya kar liya
Ishq parindeyaan da kade milna?
Kade milna, haaye, kyun na likheya?
Kinni sohni lagdi tere haathon mein yeh mehandi
Akhiyon mein hai paani, tera chehra noor di pyaali
Chann chhod aaya ambaraan nu, ban gaya teri baali
Khwaahish meri aaj tere pairon mein aake boli
Oh, mil ke kehna tha jo tujhe
Kehna woh baaqi reh gaya
Ek tu hi jo mera na raha
Dass ve, mera ki reh gaya?
Kaisi bebasi hai dekh le tu, yaara
Aakhri dafa main tujhko chhoo bhi na saka
Dil waalon ko dil ki qasmein de kar
Zamaane waalon ne juda kiya hai
Kinni sohni lagdi tere haathon mein yeh mehandi
Akhiyon mein hai paani, tera chehra noor di pyaali
Chann chhod aaya ambaraan nu, ban gaya teri baali
Khwaahish meri aaj tere pairon mein aake boli
Haaye, baadal, yeh baadal hai dardon ke baadal
Yeh aansoon main apne sukhaaoon kahaan?
Kitni deewangi hai mere dil mein
Yeh cheer ke sab ko dikhaaoon kahaan?
Patthar ki raahein hai, pairon mein kaantein hain
Dil mein daraarein hain, dard jo saare hain
Tere bina ab toh yahi sahaare hain
Yeh mera saara jahaan
Agle janam mein jab milenge kabhi
Toh yeh waada raha, na honge juda

Credits
Writer(s): Gurpreet Saini, Raval Darshan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.