Tera Ho Gaya

Aisa kahin, koi nahi
Tumse haseen, koi nahi
Yeh dil tera, ab hogaya
Isme meri galti nahi

Tu roobaru jo ho mere
Tujhse nazar hat ti nahi
Haan, kaise yeh kaise
Haan, kaise ho gaya?

Main tera ho gaya
Haaye, tera ho gaya
Teri meethi-meethi baaton mein
Aisa kho gaya

Main tera ho gaya
Haaye, tera ho gaya
Teri meethi-meethi baaton mein
Aisa kho gaya

Ishq mein pagalpan hai
Ishq mein nadani
Ishq barbaadi hai
Ishq aabadi bhi

Ishq mein narazi hai
Ishq manaata bhi
Ishq barbaadi hai
Ishq aabadi bhi

Hone laga aisa nasha
Pehle kabhi naa hua
Yeh jo hua tu hi toh wajah
Tujhse hi toh vaasta
Tu hi toh har raasta

Yeh kya hua
Ab tu hi bata
Dekha karun tujhko hi main
Sunta rahun tujhko hi main

Haan, kaise yeh kaise
Haan, kaise ho gaya?
Main tera ho gaya
Haaye, tera ho gaya
Meri sooni-sooni raaton ka
Savera ho gaya

Main tera ho gaya
Haaye, tera ho gaya
Teri meethi-meethi baaton mein
Aisa kho gaya

Ishq mein pagalpan hai
Ishq mein nadani
Ishq barbaadi hai
Ishq aabadi bhi

Ishq mein narazi hai
Ishq manaata bhi
Ishq barbaadi hai
Ishq aabadi bhi



Credits
Writer(s): Darshan Raval
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link