Yaadein

Kaisi hai yeh dooriyaan
Jo badh gayi hai kuch raaton mein.?
Kaise hai yeh rishte
Jo fisalte jarahe haathon se.?
Kaisi hai yeh aankhon mein
Nami jo badhti jarahi hai.?
Kaise bhage door teri jaana humein
Yaadon se
Jaane jana yaadon se
Jaane jana yaadon se
Yaadon se
Jaane jaana yaadon se
Jaane jaana yaadon se.!

Kaisi dooriyaan hai.?
Kaisi majbooriyan hai.?

Qismat ke panno mein
Likhdunga main tera naam
Tu jo mujhko naa mili
Toh shaapit hai bhagwaan.!

Haan jaanu main
Galtiyaan meri thi
Parr tu bhi toh
Auro ki sunti thi
Haan kaise bujhaa pata
Aag main rishte ki
Jab garmi dono ke andar.!
Sunte hi nahi the
Hum samajh ladayi mein
Sunte hi nahi the
Hum samajh ladayi mein
Chunte hi nahi the
Hum dono saath mein
Rishto ko gairo mein
Parr tere yeh saath wale
Hanste kyun nahi the.?
Kaise banjaate yeh gaane
Jaana humein pata nahi
Tere sage nahi
Aur DP teri dikhti nahi
Daaru peeke gaali deri
Jana mujhko yeh nahi sahi
Ek waqt tha jab
Hum dono ek the
Jana mujhko yeh nahi sahi.!
Jab dono judaa hai
Ek waqt hoga
Jab dono hasenge
Ek waqt hai ab
Jab dono rorahe hai
If i were you
Main tujhe jaane nahi deta
Ek waqt hai ab
Jab dono rorahe hai.!

If i were you
Main tujhe jaane nahi deta
Agar teri jagah hota main
Toh rishte ko bahaane deta
Khud ba khud tum
Aashiq janaab hum
Ab kya hi bataye hum aapko
Yaad aajate ho
Khud-ba-khud tum
Hum kabhi yaad nahi karte!
Khud hi ko yaad hum
Aankhon mein aansu
Kitna hi toote hai
Aapke jaane ke baad hum.!
Khud hi ko rahe nahi
Khud hi ko yaad hum
Dil mein khatakti hui
Banjaate hai moti ab
Aao na yaad tum.!

Mere ho khaas tum
Aao na yaad tum.!
Kuch toh khatak sa raha hai
Mere yeh seene mein
Roshni ho tum

Tum ho
Tum ho
Tum ho

Raaton ko neendiya se bhi
Zyaada hai yaad teri
Mere yeh seene mein
Zyaada hai yaad teri
Neendiya se baat teri

Zyaada hai yaad teri

Zyaada hai yaad teri



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link