Lag Ja Gale Se Phir (From "Woh Kaun Thi?")
Lag ja gale...
Haseen raat
Lag ja gale ki phir ye hassin raat ho na ho
Shaayad phir is janam main mulaaqaat ho na ho
Lag ja gale ki phir ye hassin raat ho na ho
Shaayad phir is janam main mulaaqaat ho na ho
Lag ja gale...
Hamako mili hai aaj, ye ghadiyaan naseeb se
Hamako mili hai aaj, ye ghadiyaan naseeb se
Ji bhar ke dekh lijiye hamako qareeb se
Phir aapke naseeb main ye baat ho na ho
Shaayad phir is janam main mulaaqaat ho na ho
Lag ja gale...
Paas aaiye ki ham nahin aaenge baar-baar
Paas aaiye ki ham nahin aaenge baar-baar
Bahen gale main daal ke ham ro len zaar-zaar
Aankhon se phir ye pyaar ki barsaat ho na ho

Credits
Writer(s): Madan Mohan, Raja Mehdi Ali Khan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Lag Ja Gale Se Phir (From "Woh Kaun Thi?")
- Kora Kagaz Tha Yeh Man Mera (From "Aradhana")
- Bahon Mein Chale Aao (From "Anamika")
- Ajib Dastan Hai Yeh (From "Dil Apna Aur Preet Parai")
- Pyar Hua Iqrar Hua (From "Shree 420")
- Ankhon Men Humne Aapke Sapne (From "Thodi Si Bewafai") - Duet
- Tune O Rangeele (From "Kudrat")
- Hum Dono Do Premi (From "Ajanabee")
- Aap Ki Nazron Ne Samjha (From "Anpadh")
- Kal Ki Haseen Mulaqat Ke Liye (From "Charas")
Altri album
- Hum Kho Gaye Gum Ho Gaye
- Piya Bina Piya Bina (Afro Mix) - Single
- Chalte Chalte Yun Hi Koi (LoFi Trap) - Single
- O Raat Ke Musafir (Million Jhankar Beats) - Single
- Woh Dekho Jala Ghar Kisi Ka (Million Jhankar Beats) - Single
- Aye Dil-E-Nadan (LoFi Flip) - Single
- Shauq Khwab Ka (From "Jahan Tum Le Chalo") - Single
- Jo Hamne Dastan Apni (Million Jhankar Beats) - Single
- Dil Ka Na Karna Eitbar (Million Jhankar Beats) - Single
- Jab Se Balam Ghar Aaye (Million Jhankar Beats) - Single
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.