Mujhe Tum Nazar Se Gira (Doraha 1967)
Mujhe tum nazar se gira to rahe ho
Mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge
Mujhe tum nazar se gira to rahe ho
Mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge
Na jaane mujhe kyun yaqeen ho chuka hai
Mere pyaar ko tum mita na sakoge
Mujhe tum nazar se
Meri yaad hogi jidhar jaoge tum
Kabhi naghma banke kabhi banke aansun
Kabhi naghma banke kabhi banke aansun
Tadapta mujhe har taraf paaoge tum
Shama jo jalai hai meri wafa ne
Bujhana bhi chaho bujha na sakoge
Mujhe tum nazar se
Kabhi naam baaton aaya jo mera
To bechain hoke dil thaam loge
To bechain hoke dil thaam loge
Nigahon me chhayega gham ka andhera
Kisi ne puchha sabab aansuon ka
Batana bhi chaho bata na sakoge
Mujhe tum nazar se gira to rahe ho
Mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge
Mujhe tum nazar se
Mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge
Mujhe tum nazar se gira to rahe ho
Mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge
Na jaane mujhe kyun yaqeen ho chuka hai
Mere pyaar ko tum mita na sakoge
Mujhe tum nazar se
Meri yaad hogi jidhar jaoge tum
Kabhi naghma banke kabhi banke aansun
Kabhi naghma banke kabhi banke aansun
Tadapta mujhe har taraf paaoge tum
Shama jo jalai hai meri wafa ne
Bujhana bhi chaho bujha na sakoge
Mujhe tum nazar se
Kabhi naam baaton aaya jo mera
To bechain hoke dil thaam loge
To bechain hoke dil thaam loge
Nigahon me chhayega gham ka andhera
Kisi ne puchha sabab aansuon ka
Batana bhi chaho bata na sakoge
Mujhe tum nazar se gira to rahe ho
Mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge
Mujhe tum nazar se
Credits
Writer(s): Mehdi Hassan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Nazaron Ne Bhari Aahain (Naghma-E- Sehra 1966)
- Dil Bohaat Udhas Hai (Paristan 1978)
- Ae Duniya Kiya Tujhse Kahain (Suhagan 1967)
- Kaise Kasie Loag Hamare (Tere Shehar Mein 1965)
- Mujhe Tum Nazar Se Gira (Doraha 1967)
- Ye Kagzi Phool Jaise Chehre (Devar Bhabi 1967)
- Aapno Ne Gham Diye To (Aanjan 1970)
- Saamne Aake Tujh Ko Pukara (Dard 1969)
- Zindagi Ja Chood De Pecha (Jawab Do 1974)
- Hame Koe Gham Nahi The (Shabba Khair 1967)
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.