Tu Jo Hans Hans Ke (From "Raja Bhaiya")
Tu jo hans-hans ke, sanam, mujhse baat karti hai
Tu jo hans-hans ke, sanam, mujhse baat karti hai
Bas yahi baat zamane ko buri lagti hai
Bas yahi baat zamane ko buri lagti hai
Teri chaahat jo mere saath-saath chalti hai
Teri chaahat jo mere saath-saath chalti hai
Bas yahi baat zamane ko buri lagti hai
Bas yahi baat zamane ko buri lagti hai
Maine ek baar nahin, baar-baar dekha hai
Tere haathon mein mere pyaar ki jo rekha hai
Maine ek baar nahin, baar-baar dekha hai
Tere haathon mein mere pyaar ki jo rekha hai
Teri khushboo meri saanson mein jo mehekti hai
Teri khushboo meri saanson mein jo mehekti hai
Bas yahi baat zamane ko buri lagti hai
Bas yahi baat zamane ko buri lagti hai
Mere humdard, tu samjha de dil deewane ko
Har bhali cheez buri lagti hai zamane ko
Mere humdard, tu samjha de dil deewane ko
Har bhali cheez buri lagti hai zamane ko
Meri rag-rag mein wafa ban ke lahoo behti hai
Meri rag-rag mein wafa ban ke lahoo behti hai
Bas yahi baat zamane ko buri lagti hai
Bas yahi baat zamane ko buri lagti hai
Main tere khwaab sajata hoon apni aankhon mein
Naam aa jaata hai tera meri har baaton mein
Main tere khwaab sajata hoon apni aankhon mein
Naam aa jaata hai tera meri har baaton mein
Teri tareef mere lab se jo nikalti hai

Credits
Writer(s): Sameer, Nadeem Shravan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Tu Jo Hans Hans Ke (From "Raja Bhaiya")
- Dekhne Walon Ne (From ''Chori Chori Chupke Chupke'')
- Dil Mein Dard Sa (From "Kranti")
- Janam Janam Jo Saath (From "Raja Bhaiya")
- Hawaon Ne Yeh Kaha (From "Aap Mujhe Achche Lagne Lage")
- Aaja Aaja (From "Jaani Dushman")
- Ram Jaane (From "Ram Jaane")
- Bairi Piya (From "Devdas")
- Maharaja (From "Maharaja")
Altri album
- Parilini Paunji Pindhei (From "Pagala Karichi Paunji Tora")
- Udit Narayan Most Loved Songs
- All Time Hits Of Udit Narayan
- Udit Narayan Old Songs
- Bhakton Chalo Sammed Shikhar
- Bhakton Vaani Suno Hitkari
- Tama Bata Rahichi Chahin
- Kitni Bechain Hoke (Super Jhankar Beats) - Single
- Sanam Bus Tere Liye - Single
- Ho Gaya Hai Tujhko To (Super Jhankar Beats) - Single
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.