Aankhon Ki Gustakhiyan Maaf Ho

Aankhon Ki Gustakhiyaan
Maaf Hon
O Aankhon Ki Gustakhiyaan
Maaf Hon
Ek Tuk Tumhein Dekhti Hain
Jo Baat Kehna Chaahe Zubaan Tumse Vo Ye Kehti Hain

Aankhon Ki Sharmohaya
Maaf Ho
Tumhein Dekhke Jhukti Hain
Uthi Aankhein Jo Baat Na Keh Sakin
Jhuki Aankhein Vo Kehti Hain

Aankhon Ki
Aankhon Ki
Gustakhiyaan
Maaf Hon

Kaajal Ka Ek Til Tumhare Labhon Pe Laga Loon
La la la.
Haan Chanda Aur Suraj Ki Nazron Se Tumko Bacha Loon
Hmmm.
Oh Palkhon Ki Chilman Mein Aao Main Tumko Chhupa Loon
Aa.
Khayaalon Ki Ye Shokhiyaan
Maaf Hon
Har Dam Tumhein Sochti Hain
Jab Hosh Mein Hota Hai Jahan Madhosh Ye Krti Hain

Aankhon Ki Sharmohaya
Maaf Ho

Ye Zindagi Aapki Hi Amaanat Rahegi
Ay Hey
Dil Mein Sada Aapki Hi Mohabbat Rahegi
Ay Hey
In Saanson Ko Aapki Hi Zaroorat Rahegi
Is Dil Ki Naadaniyaan
Maaf Hon
Ye Mere Kahan Sunti Hain
Ye Pal Pal Jo Hote Hain Bepal Sanam To sapne Naye Bunti Hain

Aankhon Ki
Aankhon Ki
Gustakhiyaan
Maaf Hon
Sharmohaya
Maaf Ho.



Credits
Writer(s): Ismail Darbar, Mehboob
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link