Zardozi Lamhe
Zardozi Lamhe Odh Ke Dil
Gham Saare Peechhe Chhod Ke Dil
Behne De Hawaaon Mein Jo Behna Chaahta Hai
Kehne De Suroor Mein Jo Kehna Chahta Hai
Naya Nahi Lekin, Naya Lage Yeh Din
Naya Nahi Lekin, Naya Lage Yeh Din.
Zardozi Lamhe Odh Ke Dil
Koi Kachchi Umra Ka
Dil Mein Jo Malaal Tha
Aaj Kahin Woh Kho Gaya...
Khushi Aur Zindagi
Dono Ek Ho Gayin
Toota Ho Jaise Daayara
Jalne De Jo Lau Dilon Ki Jalna Chahti Hai
Chalne De Yun Neend Mein
Woh Chalna Chahti Hai
Naya Nahi Lekin, Naya Lage Yeh Din
Naya Nahi Lekin, Naya Lage Yeh Din.
Zardozi Lamhe Odh Ke Dil
Aankhon Ki Munder Se
Dil Ke Aasmaan Tak
Koi Nahin Hai Teesra.
Khwabon Ki Waadiyan
Khwaabon Ke Mor Hain
Khwaabon Ki Hai Aab-O-Hawa
Khone De Yun Khwaab Mein
Jo Khona Chahta Hai
Hone De Dhuan Dhuan
Jo Hona Chahta Hai
Naya Nahi Lekin, Naya Lage Yeh Din
Naya Nahi Lekin, Naya Lage Yeh Din.
Zardozi Lamhe Odh Ke Dil
Aa... Aa...
Khaali Ho Gaya Hai Dil
Bhar Gayi Hain Dhadkanein
Saazish Hai Ya Hai Yeh Saza.
Chaal Tez Thi Magar
Peechhe Reh Gaye Kadam
Aakhir Hai Kya Yeh Maazra
Thagne De Yun Zindagi
Jo Thagna Chahti Hai
Lagne De Jo Chot Dil Pe
Lagna Chahti Hai
Naya Nahi Lekin, Naya Lage Yeh Din
Naya Nahi Lekin, Naya Lage Yeh Din.
Zardozi Lamhe Odh Ke Dil
Gham Saare Peechhe Chhod Ke Dil
Behne De Hawaaon Mein Jo Behna Chaahta Hai
Kehne De Suroor Mein Jo Kehna Chahta Hai
Naya Nahi Lekin, Naya Lage Yeh Din
Naya Nahi Lekin, Naya Lage Yeh Din.
Zardozi Lamhe Odh Ke Dil.
Gham Saare Peechhe Chhod Ke Dil
Behne De Hawaaon Mein Jo Behna Chaahta Hai
Kehne De Suroor Mein Jo Kehna Chahta Hai
Naya Nahi Lekin, Naya Lage Yeh Din
Naya Nahi Lekin, Naya Lage Yeh Din.
Zardozi Lamhe Odh Ke Dil
Koi Kachchi Umra Ka
Dil Mein Jo Malaal Tha
Aaj Kahin Woh Kho Gaya...
Khushi Aur Zindagi
Dono Ek Ho Gayin
Toota Ho Jaise Daayara
Jalne De Jo Lau Dilon Ki Jalna Chahti Hai
Chalne De Yun Neend Mein
Woh Chalna Chahti Hai
Naya Nahi Lekin, Naya Lage Yeh Din
Naya Nahi Lekin, Naya Lage Yeh Din.
Zardozi Lamhe Odh Ke Dil
Aankhon Ki Munder Se
Dil Ke Aasmaan Tak
Koi Nahin Hai Teesra.
Khwabon Ki Waadiyan
Khwaabon Ke Mor Hain
Khwaabon Ki Hai Aab-O-Hawa
Khone De Yun Khwaab Mein
Jo Khona Chahta Hai
Hone De Dhuan Dhuan
Jo Hona Chahta Hai
Naya Nahi Lekin, Naya Lage Yeh Din
Naya Nahi Lekin, Naya Lage Yeh Din.
Zardozi Lamhe Odh Ke Dil
Aa... Aa...
Khaali Ho Gaya Hai Dil
Bhar Gayi Hain Dhadkanein
Saazish Hai Ya Hai Yeh Saza.
Chaal Tez Thi Magar
Peechhe Reh Gaye Kadam
Aakhir Hai Kya Yeh Maazra
Thagne De Yun Zindagi
Jo Thagna Chahti Hai
Lagne De Jo Chot Dil Pe
Lagna Chahti Hai
Naya Nahi Lekin, Naya Lage Yeh Din
Naya Nahi Lekin, Naya Lage Yeh Din.
Zardozi Lamhe Odh Ke Dil
Gham Saare Peechhe Chhod Ke Dil
Behne De Hawaaon Mein Jo Behna Chaahta Hai
Kehne De Suroor Mein Jo Kehna Chahta Hai
Naya Nahi Lekin, Naya Lage Yeh Din
Naya Nahi Lekin, Naya Lage Yeh Din.
Zardozi Lamhe Odh Ke Dil.
Credits
Writer(s): Sanjeev Srivastava, Shaheen Iqbal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.