Aawargi Ye Dil Ye Paagal Dil Mera
(chamakte chand ko
chamakte chand ko tuta hua tara bana dala X2
meri aawargi ne mujhko aawara bana dala
chamakte)-2
huuun huuuum aaaa aaa-2
bada dilkash bada rangeen hai yeh shehar kehte hain X2
yahan par hain hazaron ghar gharon mein log rehte hain
mujhe is shehar ne galiyon ka banjara bana dala
chamakte chand...
main is duniya ko aksar dekh kar hairaan hota hun X2
na mujhse ban saka chhota saghar, din raat rota hun
khudaya tune kaise ye jahan sara bana dala
chamakte chand...
mere malik, mera dil kyun tadapta hai, sulagta hai X2
teri marzi, teri marzi pe kiska zor chalta hai
kisi ko gul, kisi ko tune angara bana dala
chamakte chand...
yehi aagaz tha mera, yehi anjam hona tha X2
mujhe barbaad hona tha, mujhe nakaam hona tha
mujhe taqdeer ne taqdeer ka mara bana dala

Credits
Writer(s): Anand Bakshi, Rahul Dev Burman
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Aawargi Ye Dil Ye Paagal Dil Mera
- Tanha Tanha Raat Din
- Aaj Jaane Ki Zid Na Karo
- Gham Hai Ya Khushi Hai Tu
- Sanu Ik Pal Chain Na Aave
- Awargi Mein Had Se Guzar Jana Chahiye
- Aashiyane Ki Baat Karte Ho
- Chupke Chupke Raat Din
- Khuli Jo Aankh to Wo tha Na Wo Zamaana Tha
- Dil Dukhane Ki Baat Karte Ho
All Album Tracks: Tanhai, Ishq Aur Aawargi - 50 Greatest Romantic Ghazal Hits >
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.