Sooraj Dooba Hain

Matlabi, ho jaa zara matlabi
Duniya ki sunta hai kyun?
Khud ki bhi sun le kabhi

Matlabi, ho jaa zara matlabi
Duniya ki sunta hai kyun?
Khud ki bhi sun le kabhi

Kuch baat galat bhi ho jaaye
Kuch der yeh dil bhi kho jaaye
Befikar dhadkanein iss tarah se chalein
Shor goonje yahan se wahan

Sooraj dooba hai, yaaron, do ghoont nashe ke maaro
Raste bhula do saare ghar-baar ke
Sooraj dooba hai, yaaron, do ghoont nashe ke maaro
Gham tum bhula do saare sansaar ke

Ask me for anything
I can give you everything
Raste bhula do saare ghar-baar ke
Ask me for anything
I can give you everything
Gham tum bhula do saare sansaar ke

Ata-pata rahe na kisi ka humein
Yahi kahe yeh pal zindagi ka humein
Ata-pata rahe na kisi ka
Yahi kahe yeh pal zindagi ka

Ke khudgarz si khwahish liye
Be-saans bhi hum-tum jiyein
Hai gulaabi-gulaabi samaan

Sooraj dooba hai, yaaron, do ghoont nashe ke maaro
Raste bhula do saare ghar-baar ke
Sooraj dooba hai, yaaron, do ghoont nashe ke maaro
Gham tum bhula do saare sansaar ke

Matlabi, ho jaa zara matlabi
Duniya ki sunta hai kyun?
Khud ki bhi sun le kabhi

Chalein nahi, udein aasmaan pe abhi (abhi, abhi, abhi)
Pata na ho, hai jaana kahan pe abhi
Chalein nahi, udein aasmaan pe
Pata na ho, hai jaana kahan pe

Ki be-manzilein hon sab raaste
Duniya se hon zara faasle
Kuch khud se bhi hon dooriyan

Sooraj dooba hai, yaaron, do ghoont nashe ke maaro
Raste bhula do saare ghar-baar ke
Sooraj dooba hai, yaaron, do ghoont nashe ke maaro
Gham tum bhula do saare sansaar ke

Ask me for anything
I can give you everything
Ask me for anything
I can give you everything



Credits
Writer(s): Kumaar, Amal Israr Mallik
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link