Tu Hi Toh Hai

Awaargi karta hoon, par main awaara nahi
Chhoda khulla dil ko
Magar khud ko bigada nahi
Aise lage tere bina ab toh guzaara nahi
Kisi ka bhi hounga na main
Huaa jo tumhara nahi
Tu hi toh hai khayaal mera
Tu hi toh hai qaraar mera
Jhoote nashe jahaan mein kabhi
Tu hi toh hai khumaar mera

Tu hi to hai khayal mera
Tu hi to hai qaraar mera
Jhoote nashe jahaan me kabhi
Tu hi to hai khumaar mera

Zinda hoon tujhpe mar ke
Bhoola sab tujhko padh ke
Kaisa hai pyaar tera haan

Main Aana tere aage dekho dil haara hoon
Main Aana jaise bhi hoon, Jo bhi hoon, tumhaara hoon
Jo teri chahatein samete, woh kinaara hoon
Kaise main ye kahoon

Main Aana tere liye zameen pe utaara hoon
Main teri bholi-bhaali aankhon ka ishara hoon
Jo teri chahatein samete woh kinaara hoon
Kaise main yeh kahoon

Tu paas bhi (zara, zara.)
Tu pyaas bhi (zara, zara.)
Tu raaz bhi (zara, zara.)
Main ho gaya hoon tera

Tuhi toh hai khayal mera
Tuhi toh hai qaraar mera
Jhoote nashe jahaan mein kabhi
Tu hi toh hai khumar mera.

Tuhi toh hai khayal mera
Tuhi toh hai qaraar mera
Jhoote nashe jahaan mein kabhi
Tu hi toh hai khumar mera.

Zinda hoon tujhpe mar ke
Bhoola sab tujhko padh ke
Kaisa hai pyaar tera haan



Credits
Writer(s): Irshad Kamil, Pritam
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link