Dil Aaj Shayar Hai
Dil Aaj Shayar Hai, Gum Aaj Nagma Hai, Shab Yeh Ghazal Hai Sanam
dil Aaj Shayar Hai, Gum Aaj Nagma Hai, Shab Yeh Ghazal Hai Sanam
gairon Ke Sheron Ko O Sunnewale, Ho Is Taraf Bhi Karam
aake Zara Dekh To Teri Khatir, Hum Kis Tarah Se Jiye
aake Zara Dekh To Teri Khatir, Hum Kis Tarah Se Jiye
aansoo Ke Dhage Se Seete Rahe Hum Jo Jakhm Tune Diye
chahat Ki Mehfil Mein Gum Tera Lekar Kismat Se Khela Juwa
duniya Se Jeete, Par Tujhse Haare, Yun Khel Apna Hua
hai Pyaar Humne Kiya Jis Tarah Se, Uska Na Koi Jawab
hai Pyaar Humne Kiya Jis Tarah Se, Uska Na Koi Jawab
zarraat Hai Lekin Teri Lau Mein Jalkar, Hum Ban Gaye Aaftaab
hum Se Hai Zinda Wafa Aur Humhi Se Hai Teri Mehfil Jawan
hum Jab Na Honge To Ro Ro Ke Duniya Dhundhegi Mere Nishan
ye Pyaar Koi Khilauna Nahin Hai, Har Koi Le Jo Kharid
ye Pyaar Koi Khilauna Nahin Hai, Har Koi Le Jo Kharid
meri Tarah Zindagi Bhar Tadap Lo, Phir Aana Uske Karib
hum To Musafir Hain, Koi Safar Ho, Hum To Guzar Jayenge Hi
lekin Lagaya Hai Jo Danw Humne, Woh Jeetkar Aayenge Hi
woh Jeetkar Aayenge Hi

Credits
Writer(s): S. D. Burman, Neeraj
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Deewana Hua Badal
- Dekhi Zamaane Ki Yaari
- Saaqiya Aaj Mujhe Neend Nahin
- Do Hont Hile
- Tum Mere Main Teri
- Dil Ko Dekho
- Aaja Panchhi Akela Hai
- Hue Hum Jinke Liye Barbaad
- Zara Nazaron Se
- Dil Aaj Shayar Hai
All Album Tracks: Bollywood Productions Present - The Glory Days, Vol. 20 >
Altri album
- Are Diwano Mujhe Pehchano (Techno Mix) - Single
- Disco 82 (Retro Mix) - Single
- Purbo Digonte Shurjo Utheche - Single
- Rimjhim Gire Sawan (LoFi Flip) - Single
- O Saathi Re (LoFi Flip) - Single
- Ek Ladki Bheegi Bhagi Si (Chillhop Mix) - Single
- Kora Kagaz Tha Yeh Man Mera (Super Jhankar Beats) - Single
- Mere Sapnon Ki Rani (Afro House Mix) - Single
- Phoolon Ke Rang Se (Lofi) - Single
- O Mere Dil Ke Chain (Amapiano Mix) - Single
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.