Pahle Aap Kaha

Pehle "aap" kahaa, phir "tum" kahaa...
Pehle "aap" kahaa, phir "tum" kahaa, phir too pe aa gae
Aaj pyaar kee pehlee guftagu pe aa gae
Aaj pyaar kee pehlee guftagu pe aa gae

Pehle "aap" kahaa, phir "tum" kahaa, phir too pe aa gae
Aaj pyaar kee pehlee guftagu pe aa gae
Aaj pyaar kee pehlee guftagu pe aa gae

Aap se too pe aanae tak kayi saal guzar jaathe hain
Phir bhee kabhi bechaare dil aapas mein mil naa pate hain
Aap se too pe aanae tak kayi saal guzar jaathe hain
Phir bhee kabhi bechaare dil aapas mein mil naa pate hain

Do pal mein naa jaane kya ho gaya...
Do pal mein naa jaane kya ho gaya, tum itane bha gae
Aaj pyaar kee pehlee guftagu pe aa gae
Ho-o, aaj pyaar kee pehlee guftagu pe aa gae

Ab aage kya hoga, ye hum khud soch ke dar jaathe hain
Pyaar mein takht-o-taj sunaa hai hum ne, yahaan lut jaathe hain
Ab aage kya hoga, ye hum khud soch ke dar jaathe hain
Pyaar mein takht-o-taj sunaa hai hum ne, yahaan lut jaathe hain

Hum naam tere ye dil aur jaan...
Hum naam tere ye dil aur jaan likhane ko aa gae
Aaj pyaar kee pehlee guftagu pe aa gae
Aaj pyaar kee pehlee guftagu pe aa gae

Pehle "aap" kahaa, phir "tum" kahaa...
Pehle "aap" kahaa, phir "tum" kahaa, phir too pe aa gae
Aaj pyaar kee pehlee guftagu pe aa gae
Aaj pyaar kee pehlee guftagu pe aa gae



Credits
Writer(s): Anwar Sagar, Nagrath Rajesh Roshan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link