Aaye Ho Meri Zindagi (From "Raja Hindustani")
Aaye ho meri zindagi mein tum bahaar ban ke

Mere dil mein yun hi rehna, haaye
Mere dil mein yun hi rehna tum pyaar-pyaar ban ke

Aankhon mein tum base ho sapne hazaar ban ke

Mere saathi, mere saajan, mere saath yun hi chalna

Badlega rang zamaana, par tum nahin badalna
Meri maang yun hi bharna taare hazaar ban ke

'Gar main jo rooth jaaun to tum mujhe manaana

Thaama hai haath mera, phir umr bhar nibhaana
Mujhe chhod ke na jaana vaade hazaar kar ke

Credits
Writer(s): Saifi Nadeem, Rathod Shravan, Pandy Sameer (t)
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Aaye Ho Meri Zindagi (From "Raja Hindustani")
- Baadalon Mein Chup Raha Chand (From "Phir Teri Kahani Yaad Aayee")
- Meri Mehbooba (From "Pardes")
- Mera Mann (From "Mann")
- Khamosh Sa Afsana (From "Libaas")
- Madhosh Dil Ki Dhadkan (From "Jab Pyaar Kisise Hota Hai")
- Hum to Dil Chahen Tumhara (From "Soldier")
- Mushkil Bada Yeh Pyaar Hai (From "Gupt")
- Ghoonghat Ki Aadh Se (From "Hum Hain Rahi Pyar Ke")
- Jadoo Hai Tera (From "Ghulam")
All Album Tracks: Superduper Songs Collection of 90's: Superhit 90, Vol. 2 >
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.