Jadoo Hai Tera (From "Ghulam")
Deewaane mere yeh toh bata kya kiya tune, mitha sa dard hone laga
(Yeh kya huwa, pehle na aisa hota tha
Main hoon kahaan main jaanu na) - (2)
Koi mujhe itana bata de, ghar ka mere mujhko pata de) - (2)
Maine toh yeh jaana na, hota hai kya intzaar
Mera dil kyun maane na, mujhko toh ho gaya hai pyaar
Main chain se pehle raaton ko soti thi, tune meri nindein luti - (2)
Yeh rog kya tune lagaaya, deewaanapan kaisa jagaaya
Jaadu hai tera hi jaadu, jo mere dil pe chhane laga
O jaana meri yeh toh bata kya kiya tune, mitha sa dard hone laga
(Yeh kya huwa, pehle na aisa hota tha
Main hoon kahaan main jaanu na) - (2)
Koi mujhe itana bata de, ghar ka mere mujhko pata de
Jaaneman o jaaneja kya hai iraada bata
Chhune de in honton ko honton se mere jara
(Kya khoob hai main bhi kaisa deewaana tha
Kyun ishq se anjaana tha) - (2)
Paagal mujhe tune banaaya, chaahat hai kya mujhko bataaya
Jaadu hai tera hi jaadu, jo mere dil pe chhane laga - (2)

Credits
Writer(s): Sameer Anjaan, Jatin Pandit, Lalitraj Pandit
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Aaye Ho Meri Zindagi (From "Raja Hindustani")
- Baadalon Mein Chup Raha Chand (From "Phir Teri Kahani Yaad Aayee")
- Meri Mehbooba (From "Pardes")
- Mera Mann (From "Mann")
- Khamosh Sa Afsana (From "Libaas")
- Madhosh Dil Ki Dhadkan (From "Jab Pyaar Kisise Hota Hai")
- Hum to Dil Chahen Tumhara (From "Soldier")
- Mushkil Bada Yeh Pyaar Hai (From "Gupt")
- Ghoonghat Ki Aadh Se (From "Hum Hain Rahi Pyar Ke")
- Jadoo Hai Tera (From "Ghulam")
All Album Tracks: Superduper Songs Collection of 90's: Superhit 90, Vol. 2 >
Altri album
- Ultimate Bengali Hits of Kumar Sanu & Alka Yagnik Evergreen Collection
- Aankh Hai Bhari Bhari (Duet Version) [From "Tum Se Achcha Kaun Hai"]
- Songs & Dialogues (From "Dilwale") - Single
- Saawli Saloni Teri (From "Hum Sub Chor Hain")
- Golden Hits (Kumar Sanu & Alka Yagnik)
- Legendary Hits of Kumar Sanu & Alka Yagnik
- Byatha Aur Prem Kavita, Vol. 1
- Rang Lini Re
- Swamir Adesh
- Kumar Sanu & Alka Yagnik, Vol. 2
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.