Silsilay

Manzilein kayein
Rastay kayein
Jana hai ab kis jaga
Teri orr ko
Jo chal para hoon main
Ho jana hai ab fana

Khamoshiyon ki bhi
Bhi ik zubaan hai
Ik falsafa hai ohhh
Kya keh rahi hain
Kaisi sada hai
Sun loon zara

Ohhh dil ke ashiyan ko
Dhundhta phira
Jana nahi ohhh
Jisko dhundhta tha
Main sara jahaan
Mujh hi mein tha ooo

Ik bheer mein kaheen
Yoon lapata tha main
Jaisay tha khud se juda
Ankh jo khuli
Hai ab sada suneen
Kehti kya khamoshiyan

Kya silsilay hain
Is zindagi ke
Samjha nahi main ohhh
Har ibtida ki
Kyun inteha hai
Samjha nahi

Ohhh dil ke ashiyan ko
Dhundhta phira
Jana nahi ohhh
Jisko dhundhta tha
Main sara jahaan
Mujh hi mein tha ooo

(Khamoshion ki bhi ik zabaan hai
Ik falsafa hai ohhh
Khamoshion ki bhi ik zabaan hai
Ik falsafa hai ohhh
Khamoshion ki bhi ik zabaan hai
Ik falsafa hai ohhh
Kia keh rahein hian
Kesi sada hai
Sunloon zara)

Ohhh dil ke ashiyan ko
Dhundhta phira
Jana nahi ohhh
Jisko dhundhta tha
Main sara jahaan
Mujh hi mein tha ooo
Ohhh dil ke ashiyan ko
Dhundhta phira
Jana nahi ohhh
Jisko dhundhta tha
Main sara jahaan
Mujh hi mein tha ooo



Credits
Writer(s): Roshaan Sherwani
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link