Main Bhoola Nahi
Main bhoola nahi
Jisay sath diya wahi sath nahi
Main bhoola nahi
Jisay hath diya wahi hath nahi
Main bhoola nahi
Jisay sath diya wahi sath nahi
Main bhoola nahi
Jisay hath diya wahi hath nahi
Matlabi duniya hai jani
Yahan pay koi kisi ka nahi
Matlabi duniya hai jani
Tum jitna b karlo koi apna nahi
Matlabi log matlab tak sath
Matlab parast yeh saray
Aasteen k sanp hai jani
Bus kisi ko yeh dikhta nahi
Howa main khwaar
Doosro k liye k kal i he behtar milega
Main raha bhooka shayad
Mujhy bhi isi ka phal milega
Par mujhy mila kya
Do batay woh jinmain bura tha main
Par mujhy mila kya
Inhe ki story ka sala vilain tha
Main bhoola nahi
Jisay sath diya wahi sath nahi
Main bhoola nahi
Jisay hath diya wahi hath nahi
Main bhoola nahi
Jisay sath diya wahi sath nahi
Main bhoola nahi
Jisay hath diya wahi hath nahi
Bhulana main chahun
Par bhula nai jata
Woh har aik lamha
Jo mushkil main tha kata
Satata to aj b yeh
Zalim zamana
Ab main b ni dar main
Na nazray churata
Has rahy thay or main
Tha udaas
Rakhta to main b tha
Badlay ki aas
Par rab pay chora
Na nikali bharas
Par beta
Karma ni karta lihaaz
Janay diya unhe
Jayen woh bhaar main
Kaam hay bharna
Na kisi say khaar hay
Sar pay sawar hay
Likhnay ki chahat
Jeetun na jeetun
Par mani ni haar hay
Ab kyun ni hans rahy
Bolo na ab kyun
Ni hans rahy
Jitnay b tanay jo kas rahy
Tanay he kaso hum to
Apni chass. Main
Mukhtasar qissa hay jani
Kisi ki koi ab parwah nahi
Khuli si baat hay jani
Yeh dil ki bharas koi badla nahi
Na raha main
Na raha sath
Na main kahani ka vilain
Ab sirf mehnat meri apna hay kaam
Bus bharna hay agay ab...
Main bhoola nahi
Jisay sath diya wahi sath nahi
Main bhoola nahi
Jisay hath diya wahi hath nahi
Main bhoola nahi
Jisay sath diya wahi sath nahi
Main bhoola nahi
Jisay hath diya wahi hath nahi
Jisay sath diya wahi sath nahi
Main bhoola nahi
Jisay hath diya wahi hath nahi
Main bhoola nahi
Jisay sath diya wahi sath nahi
Main bhoola nahi
Jisay hath diya wahi hath nahi
Matlabi duniya hai jani
Yahan pay koi kisi ka nahi
Matlabi duniya hai jani
Tum jitna b karlo koi apna nahi
Matlabi log matlab tak sath
Matlab parast yeh saray
Aasteen k sanp hai jani
Bus kisi ko yeh dikhta nahi
Howa main khwaar
Doosro k liye k kal i he behtar milega
Main raha bhooka shayad
Mujhy bhi isi ka phal milega
Par mujhy mila kya
Do batay woh jinmain bura tha main
Par mujhy mila kya
Inhe ki story ka sala vilain tha
Main bhoola nahi
Jisay sath diya wahi sath nahi
Main bhoola nahi
Jisay hath diya wahi hath nahi
Main bhoola nahi
Jisay sath diya wahi sath nahi
Main bhoola nahi
Jisay hath diya wahi hath nahi
Bhulana main chahun
Par bhula nai jata
Woh har aik lamha
Jo mushkil main tha kata
Satata to aj b yeh
Zalim zamana
Ab main b ni dar main
Na nazray churata
Has rahy thay or main
Tha udaas
Rakhta to main b tha
Badlay ki aas
Par rab pay chora
Na nikali bharas
Par beta
Karma ni karta lihaaz
Janay diya unhe
Jayen woh bhaar main
Kaam hay bharna
Na kisi say khaar hay
Sar pay sawar hay
Likhnay ki chahat
Jeetun na jeetun
Par mani ni haar hay
Ab kyun ni hans rahy
Bolo na ab kyun
Ni hans rahy
Jitnay b tanay jo kas rahy
Tanay he kaso hum to
Apni chass. Main
Mukhtasar qissa hay jani
Kisi ki koi ab parwah nahi
Khuli si baat hay jani
Yeh dil ki bharas koi badla nahi
Na raha main
Na raha sath
Na main kahani ka vilain
Ab sirf mehnat meri apna hay kaam
Bus bharna hay agay ab...
Main bhoola nahi
Jisay sath diya wahi sath nahi
Main bhoola nahi
Jisay hath diya wahi hath nahi
Main bhoola nahi
Jisay sath diya wahi sath nahi
Main bhoola nahi
Jisay hath diya wahi hath nahi
Credits
Writer(s): Faisal Sultan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.