Sadak Ki Baatein
Hn ye sadak ki baate hain
Samajh te nahi yhn jo audi chalate
Palat te nahi jab hum chillate hain
Light band karo beta kam Bill aate hain
Hn ye sadak ki baatein hain
Samajh na paaye jinke driver chalate
Bohut hain yhn jinhe naukar khilate
Sadak pe chalte ye akad dikhate hain
Dikkat hai tujhko toh bahar aake mil na
Dekh tera baap aya kamre meine hil na
Aao mere raste pe karunga main kill na
Beat baje bass sun fatti jab silna
Sun meri baate kam pade sabke skill na
Kaam dihadi pe roz barse yhn bill na
Raste ke beech mein bars karu spill na
Shabd mere garam isne khana karu grill na
Bhaari meri kheti kyunki maula mera Mali
Fir Beat baje jhumu fir karta qawwali
Bank mera khaali fir Jebo mein hariyali
Safed kamai par gaadi meri khaali
Jinko paisa Khaana unko Sirf kagaz ki kadar
Paseena hai bahana kahna peena jo idhar
Ulte yhn scene yhn bidge ghar
Jinhe Maut ki bhookh aur paise ka hai dar
Baar baar Chad raha
Baar baar gir raha
Baar pe baar likh ke
Baar baar fir raha
Bhool bhuliaya ye rasta mil raha
Aankhe meri band mujhe kuch bhi na dikh
Zinda rehna Yhn mushkil bada hai
Zinda Yhn jisne muh band kara
Zinda hai sabse jo ghapla kara hai
Khush Yhn pe jo andha khada
Hn ye sadak ki baate hain
Samajh te nahi yhn audi chalate
Palat te nahi jab hum chillate hain
Light band karo beta kam Bill ate hain
Hn ye sadak ki baatein hain
Samajh na paaye jinke driver chalate
Bohut hain yhn jinhe naukar khilate
Sadak pe chalte he akad dikhte hain
Duniya ye dost mere paise pe chalti hai
Duniya mera dost hisab pura rakhti hai
Jaan ki keemat yahn paise se napti hai
Jitna bada dil yhn chot utni lagti hai
Samajh te nahi yhn jo audi chalate
Palat te nahi jab hum chillate hain
Light band karo beta kam Bill aate hain
Hn ye sadak ki baatein hain
Samajh na paaye jinke driver chalate
Bohut hain yhn jinhe naukar khilate
Sadak pe chalte ye akad dikhate hain
Dikkat hai tujhko toh bahar aake mil na
Dekh tera baap aya kamre meine hil na
Aao mere raste pe karunga main kill na
Beat baje bass sun fatti jab silna
Sun meri baate kam pade sabke skill na
Kaam dihadi pe roz barse yhn bill na
Raste ke beech mein bars karu spill na
Shabd mere garam isne khana karu grill na
Bhaari meri kheti kyunki maula mera Mali
Fir Beat baje jhumu fir karta qawwali
Bank mera khaali fir Jebo mein hariyali
Safed kamai par gaadi meri khaali
Jinko paisa Khaana unko Sirf kagaz ki kadar
Paseena hai bahana kahna peena jo idhar
Ulte yhn scene yhn bidge ghar
Jinhe Maut ki bhookh aur paise ka hai dar
Baar baar Chad raha
Baar baar gir raha
Baar pe baar likh ke
Baar baar fir raha
Bhool bhuliaya ye rasta mil raha
Aankhe meri band mujhe kuch bhi na dikh
Zinda rehna Yhn mushkil bada hai
Zinda Yhn jisne muh band kara
Zinda hai sabse jo ghapla kara hai
Khush Yhn pe jo andha khada
Hn ye sadak ki baate hain
Samajh te nahi yhn audi chalate
Palat te nahi jab hum chillate hain
Light band karo beta kam Bill ate hain
Hn ye sadak ki baatein hain
Samajh na paaye jinke driver chalate
Bohut hain yhn jinhe naukar khilate
Sadak pe chalte he akad dikhte hain
Duniya ye dost mere paise pe chalti hai
Duniya mera dost hisab pura rakhti hai
Jaan ki keemat yahn paise se napti hai
Jitna bada dil yhn chot utni lagti hai
Credits
Writer(s): Daksh Arora
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.