MAZAK

Beat se karre mazak ni
Beat se karre mazak ni
Beat se karre mazak ni
Beat pe lag rahi aag ni

Beat se karre mazak ni
Beat se karre mazak ni
Beat se karre mazak ni
Beat pe lag rahi aag ni

Dhua dhua dhua dhua dhua dhua dhua dhua
Dilli bana diya
Uthe hile badhe bhide ude gire par hum kabhi
Rukte nahi hai
Lade toh hum haare agar magar hum kabhi yhn
Jhukte nahi hain
Bolenge hum Bolenge hum kyunki muh humare ye
Dukhte nhi hai

Sabki hain Yhn ek baari padi
Zindagi khud hi ki karigari
Sabke liye baahr gaadi khadi
Sabki gai jebo mein dualt bhari

Samhuch hai sabse hain shohrat badi
Duniya ke liye Yhn samaye nahi
Jaan ke aage hai daulat khadi
Aurat ki karte yhn izzat nhi

Rango se baate ye dharam
Kisi ko padta kyun farak nahi
Sacha nhi yhn koi kadak nhi
Logo aankhe hain band kari

Saare hi karre hain naukari
Ye Sach hai this isn't mockery
Bike sab toh kyun law padi
Pattiyan do inhe so hari

Beat se karre mazak ni
Beat se karre mazak ni
Beat se karre mazak ni
Arey koi hasa kyun nahi yaar

Banna mat sher tu jungle ke bahar hai
Goli ke aage ye panja bekar hai

Banna mat sher tu jungle ke bahar hai
Praja ki soch yhn bhot bimar hai

Banna mat sher tu jungle ke bahar hai
Samjhna mushkil yhn sabhi aiyaar hai

Banna mat sher tu jungle ke bahar hai
Haath badaya toh bhi kiya war hai

Ghav hain chehre ghav hain dil pe
Baithe baithe bas ghav hai silte
Apne karmo ke ghav hain milte
Unki takat ke ghav hum ginte

Ghav ne dekho ye chode nishan hai
Ghave ko dekh ye parakhte insaan
Ghav bhi ye saale bohut baimaan
Ghavo se dekho ye duniya pareshan hai

Hasi bha na aati mere aasu bhi hai sookhe
Shabdh mere saare ab mujh hi se roothe
Dil jo the jode maine saare ab toote
Vade jo tum karte the nikle sab jhoote

18 hi saalo mein main jeeli zindagi
Ab bas jeera hu mai bachi jo khushi
Zindagi ye lage mujhe mehengi badi
Gire fir uthke ye sambhali jo thi

Samajh na pata hu main kaisi ye khata
Kal ka kya sochu mujhe abhi ka bata
Samay se kyun laddu mujhe tu samjha
Dhoondu kyun main pyaar main khud lapata

Aasuo ki jo pyaali ye nahi hai Khushi waali
Sharir mera pura par mein andar se khaali
Zindagi ye saali saari shakle yhn jaali
Bageeche bin maali saare kar rahe dalali

Hasi bha na aati mere aasu bhi hai sookhe
Shabdh mere saare ab mujh hi se roothe
Dil jo the jode maine saare ab toote
Vade jo tum karte the nikle sab jhoote



Credits
Writer(s): Daksh Arora
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link