Mil Tu Mujhe

Yaad na kuch bas sundar nazara
Khada jhn bhi main pehle na tha
Raste sab ek mai samajh na para tha
Bure samay mein bhi Acha laga

Mil tu mujhe jaha milna tu charha
Jo vade kiye the kyun itna bata
Hu mai kaha ye main keh na para
Aata pata na main khota sa jara

Mil tu mujhe na tu itna sata
Mil tu mujhe na tu de de ab saza
Mil tu mujhe jhn hu mai khada
Khada khn mujhe khud na pata

Mil tu mujhe na tu itna sata
Mil tu mujhe na tu ban ab sakht
Dil ab milne ko tarse bada
Zyada nahi ab bacha hai waqt

Yaad hai khusbu yaad hai hassi
Yaad hai humne jo baate thi kari
Yaad hai woh sapno ki bhi gully
Yaad hai humne jo sadke chali

Yaad hai mujhe woh nasheeli raat
Yaad hai mujhe hn har ek baat
Lamhe jo dil mein bas se jaate
Ye bante woh yaadein hum bhula na paate



Credits
Writer(s): Daksh Arora
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link