Conditions
Sab khush mujhse
Mai khush nahi khudse
Mere dil ke haal
Koi puche aake mujhse
Sab khush mujhse
Mai khush nahi khudse
Mere dil ke haal
Koi puche aake mujhse
Lagta jese haara, kisi se koi baaat ni
Khud mai Magan betha, koi mere saath ni
Aisi koi raat ni, jo hui barbaad ni
Raato mein bechainn, mujhe din mein bhi araam ni
Hota ye kaam ni, ab lagta hoga naam ni
Mehnat karu mai bhot, par mile koi anjaam ni
Ye Gumm mere bhot, fir bhi lgata jaam ni
Khudka gunhegaar, diya kisi ko ilzaam ni
Kalam se durr, bilkul ni rehna
Mai thakh chukaa bhot ab or nahi sehna
Kisi se na hi mujhe kal tha koi mtlb
Na kisi se kuch mujhe aaj bhi hai kehna
Mene seekhi ek baat apne baap se
Insaan jaana jaata yaha apne paap se
Punye ko nahi rakhe koi apne dhyaan me
Jo karna hai kar bas puch apne aap se
Sab khush mujhse
Mai khush nahi khudse
Mere dil ke haal
Koi puche aake mujhse
Sab khush mujhse
Mai khush nahi khudse
Mere dil ke haal
Koi puche aake mujhse
Laga hu roz pura hai mera zorrr
Bachpan se likhari kuch sujhe nahi orr
Lamba safar, bassa dil mai hai darr
Bhaar se shant par andar bhara shor
Sab kehte ye hai taqdeer or kismat
Mai maanu isse lagan or mehnat
Zubaan pe logo ki jab tak hoga ye naam ni
Kese ho paauga mai khudse sehmat
Tu kehmat kisi se ye dil mera kehta hai
Akele beth aankho se jharna behta hai
Haa meri maa upar se dekh kehti hogi
Kyu mere laal kyu tu itna sehta hai
Hattu na piche, mai krta hi jaaau
Jazbaato ke panne, mai bharta aau
Haar na mujhe manzoor hi nahi hai
Koshisho ke saath aage badna mai chaahu
Koi rok le na kisi mai hai dumm
Jin aankho se sapne kabhi hojaati namm
Krke hi hoga mujhko toh chain ye haasil
Kyuki mauke ki talaash na kisi se kamm
Ye gummm
Mere humdum
Ye gummm
Mere humdum
Sab khush mujhse
Mai khush nahi khudse
Ae merii maa
Aake Sapno mein mil mujhse
Mai khush nahi khudse
Mere dil ke haal
Koi puche aake mujhse
Sab khush mujhse
Mai khush nahi khudse
Mere dil ke haal
Koi puche aake mujhse
Lagta jese haara, kisi se koi baaat ni
Khud mai Magan betha, koi mere saath ni
Aisi koi raat ni, jo hui barbaad ni
Raato mein bechainn, mujhe din mein bhi araam ni
Hota ye kaam ni, ab lagta hoga naam ni
Mehnat karu mai bhot, par mile koi anjaam ni
Ye Gumm mere bhot, fir bhi lgata jaam ni
Khudka gunhegaar, diya kisi ko ilzaam ni
Kalam se durr, bilkul ni rehna
Mai thakh chukaa bhot ab or nahi sehna
Kisi se na hi mujhe kal tha koi mtlb
Na kisi se kuch mujhe aaj bhi hai kehna
Mene seekhi ek baat apne baap se
Insaan jaana jaata yaha apne paap se
Punye ko nahi rakhe koi apne dhyaan me
Jo karna hai kar bas puch apne aap se
Sab khush mujhse
Mai khush nahi khudse
Mere dil ke haal
Koi puche aake mujhse
Sab khush mujhse
Mai khush nahi khudse
Mere dil ke haal
Koi puche aake mujhse
Laga hu roz pura hai mera zorrr
Bachpan se likhari kuch sujhe nahi orr
Lamba safar, bassa dil mai hai darr
Bhaar se shant par andar bhara shor
Sab kehte ye hai taqdeer or kismat
Mai maanu isse lagan or mehnat
Zubaan pe logo ki jab tak hoga ye naam ni
Kese ho paauga mai khudse sehmat
Tu kehmat kisi se ye dil mera kehta hai
Akele beth aankho se jharna behta hai
Haa meri maa upar se dekh kehti hogi
Kyu mere laal kyu tu itna sehta hai
Hattu na piche, mai krta hi jaaau
Jazbaato ke panne, mai bharta aau
Haar na mujhe manzoor hi nahi hai
Koshisho ke saath aage badna mai chaahu
Koi rok le na kisi mai hai dumm
Jin aankho se sapne kabhi hojaati namm
Krke hi hoga mujhko toh chain ye haasil
Kyuki mauke ki talaash na kisi se kamm
Ye gummm
Mere humdum
Ye gummm
Mere humdum
Sab khush mujhse
Mai khush nahi khudse
Ae merii maa
Aake Sapno mein mil mujhse
Credits
Writer(s): Mukul Bindora
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.