Alive

Zinda mai par pehli jesi baat ni hai
Jitne bhi the bhai mere saath ni haii
Jeetna chaahu roz apni zindagi mein mai
Par haalat ye hui meri lachaaar si haii

Samajh nahi aata ab karu kyaa
Kitni baar rozz mai marugaaa
Mushkilo se kab tak laduga
Pyaar karne se kyu daruuu haaa

Kya hua ye pata ni, kab se mai hasaaaa nii
Mili koi wajah nahi, na jine ki razaa bhi
Na jine ka maza bhi, meri koi khata nahi
Dil mai koi basa niiii

Kyu mili ye saza
Kyu mai hu fassa
Bata de zara
Bata de zara
Khuda

Kyu mili ye saza
Kyu mai hu fassa
Bata de zara
Bata de zara
Khuda

Andar andar jese dum mera ghutttaa
Na hota yakin pehle kitna mai khush thaa
Khud se sawaal mai hu kitne hi puchta
Zindgi se roz bhala kyu mai hu junjtaa

Rona aata mujhe khud par ab
Hai khud pe shaqq
Kya banunga mai kisi bhi kaabil
Ae maut mil mukhtasar, hu bekadar
Na jine ki hai aas zaraa bhi

Charo aur mere khadi hai musibat
Yaad nahi mujhko hai khushi ki wajah
Mai thakh chuka bachi nahi koi hai khushi ab
Jinaa bhi ab lgta hai koi hai saza

Zehen mai ni aata, ab karu mai esa kyaaa
Kar sehen mai ni paata, dumm ghutt ta huaa
Ab sehem mai hu jaata, kar rehem mere daata
Lage sab mere haath se hai chuth taa huaa

Pta ni aage kya likha naseeb maii
Pta ni kal kon ho kareeb mai
Pta ni shaayd kho na jaau bheed maii
Pta ni kya kal ab ho bhi paaau theek maiii

Khaali bethu toh darr sa lgta hai
Ek ek din mujhe arzaaa lgta haii
Khudse kahu tu marr jaa accha hai
Kuch bhi na karne ki dil mai iccha hai

Kyu mili ye saza
Kyu mai hu fassa
Kyu mili ye saza
Bata de zara haa

Kyu mili ye saza
Kyu mai hu fassa
Bata de zara
Bta de zara
Khuda

Kyu mili ye saza
Kyu mai hu fassa
Bata de zara
Bta de zara
Khuda



Credits
Writer(s): Mukul Bindora
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link