Burden

Aakhein hoti laal, karke yaad usse sanam
Voh degi mera saath kal tak tha mujhe bharam
Na aati usse sharam, bewafai bana dharam
Tutta mera dil toh likhaai bana mahram

Hoye jo raaat, likhne bethu jazbaaat mai
Ruke nahi kaagazo pe jo chale ye haath hai
Na koi saathh, toh karu ha khudse baat maii
Yaado ko hi bas de ni pata kabhi maath mai

Yaha pe pyaar ko na kabhi koi mol de
Lagate dil ka bhao peso se tol ke
Bedard zamaane ne diya itna dard
Meethe shabdo mai dediya hai zeher mujhe gholke

Ek aag si mere dil mein
Hai aajzi mere dil mein
Basse khaab bhi is dil mein
Kayi raaz bhi

Ek aag si mere dil mein
Hai aajzi mere dil mein
Basse khaab bhi is dil mein
Kayi raaz bhi

Hasske mai jita bhale bura hai ye time
Milti hai vibe dil ki baatein krke rhyme
Gaau jo geet, deta sukoon hai dikhaai
Milta mujhe chain, jesi yehi mera prime

Na sath dere yahaa apne bhi mere
Hai kaale ghere hi sang bas aankho ke mere
Jaagu mai raato mein, ha sota mai savere
Bhaane lage hai na jaane kyu ye mujhko andhere

Khud hi jaanta roz kse mai hu ladtaa
Khud ko na jaanu par zamane ko hai parkha
Thoda mai darta, Zimma liya hai ghar ka
Lage jese roz mai hu andar se hi martaa

Farak ni padta kya hai mere halhaaat
Farak ni padta hai gehre kitne ghaaav
Farak ni padta kyu rehta mai udaaas
Farak bas padtaaa maaa kyun nahi mere paas

Farak ni padta hai kyuu
Khudse ladta mai kyuu
Andar se marta mai kyuu
Kyu na milta sukooon

Farak ni padta hai kyuu
Khudse ladta mai kyuu
Andar se marta mai kyuu
Kyu na milta sukooon

Ek aag si mere dil mein
Hai aajzi mere dil mein
Basse khaab bhi is dil mein
Kayi raaz bhi

Ek aag si mere dil mein
Hai aajzi mere dil mein
Basse khaab bhi is dil mein
Kayi raaz bhi



Credits
Writer(s): Mukul Bindora
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link