Khwabeeda
Aye Khwabeeda Sun Le Zara
Jism Aur Rooh Me Thi Abtak Koso Duriyan
Main Manchala Tha Bikhra Wahan
Bikti Jahan Urte Jismo Ki Ye Tafriyan
Kya Hai Faisla Guzre Un Lamho Ka
Kya Zakham Tha Kam Mera Itne Saalon Ka
To Kaise Ab Kahein Ki Kaise Ab Sahein
Ye Zindagi Kyun Baatein Bas Mujhe
Aye Sahiba Maan Kehna
Iss Zindagi Ka Masiha Maine Tujhe Chuna
Phir Bhi Nahi Ho Mujhpar Yakeen
Toh Kasam Se Qahar
Wo Khuda Bhi Tera Hai Gawah
Kya Hai Maajra Beetein Uss Waqt Ka
Phir Gunah Kya Tha Mera Jo Tha Main Seh Raha
To Kaise Ab Kahein Ki Kaise Ab Sahein
Ye Zindagi Kyun Baatein Bas Mujhe
Khone Ke Darr Se Tumhe
Dil Aag Ke Sholon Pe Jale
Marham Ho Tum Marz Ki
Toh Lag Kar De Do Yeh Yakeen
Kahun Jo Maine Ab Tum Suno
Meri Ho Tum Yeh Kaho
To Jo Bhi Faisla Hoga Tere Dil Ka
Wahi Mera Marham Ya Wahi Mera Jafa
Jab Khuda Bhi Hai Gawah
Toh Fir Darr Kis Baat Ka
Aa Dekhenge Khushi
Tere Mere Sath Ka
Jism Aur Rooh Me Thi Abtak Koso Duriyan
Main Manchala Tha Bikhra Wahan
Bikti Jahan Urte Jismo Ki Ye Tafriyan
Kya Hai Faisla Guzre Un Lamho Ka
Kya Zakham Tha Kam Mera Itne Saalon Ka
To Kaise Ab Kahein Ki Kaise Ab Sahein
Ye Zindagi Kyun Baatein Bas Mujhe
Aye Sahiba Maan Kehna
Iss Zindagi Ka Masiha Maine Tujhe Chuna
Phir Bhi Nahi Ho Mujhpar Yakeen
Toh Kasam Se Qahar
Wo Khuda Bhi Tera Hai Gawah
Kya Hai Maajra Beetein Uss Waqt Ka
Phir Gunah Kya Tha Mera Jo Tha Main Seh Raha
To Kaise Ab Kahein Ki Kaise Ab Sahein
Ye Zindagi Kyun Baatein Bas Mujhe
Khone Ke Darr Se Tumhe
Dil Aag Ke Sholon Pe Jale
Marham Ho Tum Marz Ki
Toh Lag Kar De Do Yeh Yakeen
Kahun Jo Maine Ab Tum Suno
Meri Ho Tum Yeh Kaho
To Jo Bhi Faisla Hoga Tere Dil Ka
Wahi Mera Marham Ya Wahi Mera Jafa
Jab Khuda Bhi Hai Gawah
Toh Fir Darr Kis Baat Ka
Aa Dekhenge Khushi
Tere Mere Sath Ka
Credits
Writer(s): Aman Raj
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.