Veeran Sheher
Chizon ki ehmiyat janeza nazar me aati h faaslo se
Pasand h conversation mujhe topic jab phool aur aslo ke
Karma toh h nuh? emotions pe mere tum kitna hee hasloge
Chore na Picha, shayed koi rishta hain mera in maslo se
Mera ye sheher veeran (Mera ye sheher, Mera ye, Mera ye)
Sheher me log h kafi par tab bhi lage mujhe sheher veeran
Mera ye sheher veeran (Mera ye sheher, mera ye mera ye)
Sheher me madad ki cheekh na pohuchi kisitak ye sheher veeran

Mera ye sheher veeran (Mera ye sheher, mera ye mera)

Jo bhi kehna chaha tumse keh na paya, thodi samajh hee leti tum
Apni galtiyon ko mere upar deke karti bas hawa me baatein tum
Nafrat roshni se hone lagi jabse mere chaya me dikho tum
Andhere me qaid rakha khudko dubara taki na chaya me dikho tum
Kisiko khudse jyada chahna zurm hain, mujhe ye sabaq mila
Shayed main zinda hee bacha na hota, likhai se sabar mila
Nehi hu koi ladla baccha, ghanta na mujhe koi kadar mila
Sardi me kambal chaha tumse mujhe par kafan ka chadar mila
Thi Kaisi mohabbat tumhari durr hote hee jo kam ho geyi
Main haste huye chor aya tumhe, aate hee ghar aakhein numm ho gyi
Akhri dafa teri nazar se nazar mili, meri zamm kho gyi
Girke main utha hu khud hee, Na hath bhi mera tum thamne aayi
Milenge khwabo me dobara hum
Bethe Pahado me ginte huwe sitare hum
Phirse na samajh hee paynge tere iraade hum
Ek dafa firse ek jhooth me bn jaynge tere deewane hum

Credits
Writer(s): 33nimb
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.