Ijazat Chahta Hoon
Sabse ijazat chahta hu main
Safar tabeel hain mera aab
Sabse izajat chahta hu main
Aant qareeb hain mera aab
Sabse ijazat chahta hu main
Rehna mureed hee mera sab
Zinda mera legacy rakho tum
Mujhe umeed hain tumse aab
Maaf karna mere faislo ko
Ye mera faisla mera nehi hain
Suna hain maine k likha h sab
Shayed ye faisla neya nehi hain
Diya jinko maine sabkuch
Unse kuch thoda bhi mila nehi hain
Kya hee kar sakte aab honi ko
Unse rakha firbi gila nehi hain
Tooti umeedo pe hasta hu aab
Nikle umeede bhi bade mazakiya
Pade na fark aab zanaze se
Dil ko maine aisa cold bana liya
Meri likhai pe shaq nehi karo
Patthar dile'n maine kafi rula diya
Tere wapsi ke rahme bas
Dil ko maine jaana kafi jala liya
Tujhme aur mujhme ye dooriyan ayi jab
Khush manga tujhe dua'o me
Sheher me dekha h bigre aur bikharte
Jalan aur nafrat in hawa'o me
Adhi jalan ati kamyabi se aur
Adhi nafrat aati afwao se
Janeza tu hee hain wajah wo
Jiske like aitbar utha wafa'o se
Sabse ijazat chahta hu main
Safar tabeel hain mera aab
Sabse izajat chahta hu main
Aant qareeb hain mera aab
Sabse ijazat chahta hu main
Rehna mureed hee mera sab
Zinda mera legacy rakho tum
Mujhe umeed hain tumse aab
Shayed munasib nehi puchna tumhe par
Batao kya aate hum yaad bhi?
Fiqr me kabhi kya jaagi hain raatein
Ke neend nehi hui ek raat bhi?
Khuli kitab par sabke liye nehi hu
Padhlo jitna bhi main raaz hee
Kyuki humein toote shakhs ko
Samajhne ke liye tootna lazmi
Chehra jo mera tha sabse pasandita
Yad ata mujhe gour karne pe
Chorh dena music baska nehi mera
Kadam ek dur hu dour banne me
Likhta hu bhari main likhta hu jyada
Toh sid ko bola main aur panne lao
Paye nah ban tum jeene ki wajah
Par aisa kya huwa tum maut banke aaye?
Aage jaake firse sab theek hoga
Mujhe aab please tum ye mat kehna
Asliyat pata iss duniya ka mujhe
Iss duniya ko deta aab ehmiyat main nah
Umeede laga ke main betha industry pe
Pata par mujhe ye vehem hain mera
Fuck the industry ye vehem hain mera
Nashe me hum ye vehehm hamara
Sabse ijazat chahta hu main
Safar tabeel hain mera aab
Sabse izajat chahta hu main
Aant qareeb hain mera aab
Sabse ijazat chahta hu main
Rehna mureed hee mera sab
Zinda mera legacy rakho tum
Mujhe umeed hain tumse aab
Safar tabeel hain mera aab
Sabse izajat chahta hu main
Aant qareeb hain mera aab
Sabse ijazat chahta hu main
Rehna mureed hee mera sab
Zinda mera legacy rakho tum
Mujhe umeed hain tumse aab
Maaf karna mere faislo ko
Ye mera faisla mera nehi hain
Suna hain maine k likha h sab
Shayed ye faisla neya nehi hain
Diya jinko maine sabkuch
Unse kuch thoda bhi mila nehi hain
Kya hee kar sakte aab honi ko
Unse rakha firbi gila nehi hain
Tooti umeedo pe hasta hu aab
Nikle umeede bhi bade mazakiya
Pade na fark aab zanaze se
Dil ko maine aisa cold bana liya
Meri likhai pe shaq nehi karo
Patthar dile'n maine kafi rula diya
Tere wapsi ke rahme bas
Dil ko maine jaana kafi jala liya
Tujhme aur mujhme ye dooriyan ayi jab
Khush manga tujhe dua'o me
Sheher me dekha h bigre aur bikharte
Jalan aur nafrat in hawa'o me
Adhi jalan ati kamyabi se aur
Adhi nafrat aati afwao se
Janeza tu hee hain wajah wo
Jiske like aitbar utha wafa'o se
Sabse ijazat chahta hu main
Safar tabeel hain mera aab
Sabse izajat chahta hu main
Aant qareeb hain mera aab
Sabse ijazat chahta hu main
Rehna mureed hee mera sab
Zinda mera legacy rakho tum
Mujhe umeed hain tumse aab
Shayed munasib nehi puchna tumhe par
Batao kya aate hum yaad bhi?
Fiqr me kabhi kya jaagi hain raatein
Ke neend nehi hui ek raat bhi?
Khuli kitab par sabke liye nehi hu
Padhlo jitna bhi main raaz hee
Kyuki humein toote shakhs ko
Samajhne ke liye tootna lazmi
Chehra jo mera tha sabse pasandita
Yad ata mujhe gour karne pe
Chorh dena music baska nehi mera
Kadam ek dur hu dour banne me
Likhta hu bhari main likhta hu jyada
Toh sid ko bola main aur panne lao
Paye nah ban tum jeene ki wajah
Par aisa kya huwa tum maut banke aaye?
Aage jaake firse sab theek hoga
Mujhe aab please tum ye mat kehna
Asliyat pata iss duniya ka mujhe
Iss duniya ko deta aab ehmiyat main nah
Umeede laga ke main betha industry pe
Pata par mujhe ye vehem hain mera
Fuck the industry ye vehem hain mera
Nashe me hum ye vehehm hamara
Sabse ijazat chahta hu main
Safar tabeel hain mera aab
Sabse izajat chahta hu main
Aant qareeb hain mera aab
Sabse ijazat chahta hu main
Rehna mureed hee mera sab
Zinda mera legacy rakho tum
Mujhe umeed hain tumse aab
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.