DEEP
Yeh log kehte deep isse tera kal nahi
Aaine ko u tod de in logo mein woh bal nahi
Jo karta rehta din ye raat karta rahiyo bar bar
Aaina bhi ye kehta ki ab deep tu saral nahi
Atal nahi jo log baaton se akhar rahe
Faat rahi hai gaand akar par amar rahe
Mein baatein likh du aisi bhi kitaabo ki aukat na
Yeh hindi urdu jod de ye art ka koi jaat na
Jo raaste munasif hai musafir mujhsa guzra nai
Mein likhta hu sadak pe kyuki past se koi guzra nai
Zamini baatein karte kyuki khawab mera aasma
Jo uth khade zameen se zameen unko raas na
Aasma hai anth toh chaand pe ye chaap kaisa
Sapna maara bachchon ka toh saala tu hai baap kaisa
Bachchon ka tum saath do zamana bole baat do
Koi jab nai paas toh dil pe rakh lo haaton ko
Jaan le jab jaan hai toh kaam par tu jaan do
Ye peeche bhoukenge hazaaro kaam ko anjaam do
Mein kaam karta raat din bus gaane du awaam ko
Sab hothon pe hasi mein du nasha mein deta kaan ko

Paros ke na milta kuch bhi zalim ye zamane mein
Hum kaatein chakkar court ke tab ball mere paale mein
Ye neendein meri ud gayi hai raat mujhko laane mein
Khairiyat meri hil gayi khairaat mujhko laane mein
Aur zindagi ki kashti bhi doobi thi poore kishto se
Haara nai mein khud se bus mein haara hu un rishton se
Kehne ko sitaare bhi hum rakh le apne kesh par
Baja diyo tum x mere akhri woh sej par
Saras ye meri boli wati bhi mere haath mein
Ravan jaise log hai jo udne par hi kaat te
Maqsoom mujhko roti aaj emaan kehta baath de
Maar ke kaleja humne kaatein bhi they raat be
Raat gayi baat gayi akele they ab saath kayi
Paise jab nai passion se toh log karte baat kayi
Ye Baat sahi hai yaha art ka koi daam nai hai
Naam nai hai log kehenge bete tera kaam nai hai

Credits
Writer(s): Abhradeep Banerjee
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.