Zindagi Ki Rah Mein

Zindagi Ki rah mein Takra gaya koi...
Zindagi Ki rah mein Takra gaya koi.
Zindagi Ki rah mein
Ik Roshni andhero mein bikhara gaya koi
Zindagi Ki rah mein Takra gaya koi
Zindagi Ki rah mein...
Wo haadsa wo pahli mulakat
Kya kahu
Kitni ajab thi surat-e-halat
kya kahu
Wo kehar wo Ghazab wo jafa
Mujhko yaad hai.
Wo uski berukhi ki adaa
Mujhko yaad hai.
Mit-ta nahi he zehan se
u cha gaya koi...
Zindagi Ki rah mein Takra gaya koi
Zindagi Ki rah mein...
Pehle wo mujhko dekh kar
barham si ho gayi
Phir apne hi haseen
khayalo mein kho gyi
Bechargi pe meri use
raham aa gaya
Shayad mere tadapne ka
andaz bha gaya.
Sanso se bhi kareeb
mere aa gaya koi.
Zindagi Ki rah mein Takra gaya koi
Zindagi Ki rah mein.
Ab us dil-e-tabah ki
halat na puchiye
Benam aarzoo ki
lazzat na puchiye.
Ek ajnabi tha rooh ka
Armaan ban gaya.
Ik haadsa tha pyar ka
Undaan ban gaya.
Manzil ka rasta mujhe
Dikhla gaya koi...
Zindagi Ki rah mein Takra gaya koi
Zindagi Ki rah mein.
Ik Roshni andhero mein bikhara gaya koi
Zindagi Ki rah mein Takra gaya koi
Zindagi Ki rah mein.



Credits
Writer(s): Mehdi Hassan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link