Parlok

Bandh chuka hai sanjog sa
Ek bhugol ka ek lobh ka
Par katne se lok ka
Iss rog ke hum upbhokta
Jo beej boye wahi bhogta
Lalach mei kha pade bhog ka
Prarabdha hai kuch nark ke liye
Kuch rasta puche parlok ka

Tha andhkaar me karmheen
Ginti ke the mere karm teen
Pehla kaamchori, fir jhoot bolna aur teesra tha mera mann heen.
Pehle tark marein fir tarkeeb
The karm sare mere sangeen
Darpan mei jhaka meri aatma ko
Meri aatma lage gamgeen
Kari kak chestha bana karmsheel
Ranneeti rakhi fir jung jeet
Ang ang se juda hai ye sangeet
Kholi harr kadi aur todi zanjeer
Apni boli baat ka bandhi
Par baat abhi bhi ek gambheer
Meri aatma chahe atmadah
Woh kehti rehti karo tafteesh
parlok ki



Credits
Writer(s): Shashank Dwivedi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link