Ghar

Sara yeh jaha mera
Dekho assma khila
Behti inn hawao se
Na koi sikhwa gila
Khuli inn fizaao mei
Pankho ko tu faila
Khulke hassi tu abhi
Sab ko ab tu dikha
Kaali unn raato ko hui na jo baato ko
Saari wo khatao ko dil se na tu laga
Toote unn khwaabo ko sapne haazaro ko
Soi hui aankho ko phir se ab tu jaga
Unchi hai yeh waadiya
Dil mei basa lee hai
Kaafi pareshaaniya
Jinse toh daar nahi ab
Kaafi hai kahaniya
Khulke batani hai
Sadke purani hai
Ghar ki ab raah dikhe

Hassi yeh zaameen hai
Hey hey
Nila aasman hai
Hey hey
Ghar ko chala mei
Woo hoo
Uthejet hu abhi mei
Hassi yeh zaameen hai
Hey hey
Nila aasman hai
Hey-hey
Ghar ko chala mei
Woo hoo
Uthejet hu abhi mei

Badhte kadam ab toh yeh bhi na ruke
Chalte magan hum kisi ki na sune
Garam hai kalam yahi bana mera dharam
Bana ni sanam tabhi kala ke mei sharan
Jaage abhi hum
Tum nahi mere saang
Hui aankhe meri num
Maan hua kaafi numb
Dhan pada kaafi kum
Fun kiya nahi kum
Sun, boli meri mum
Son you are no. one
Umeed abhi baaki
Yeh khusiya hai baanti
Yeh zindagi hai kaafi
Jeena toh har ghadi hai
Dil hai yeh bhaagi
Soche na zara bhi
Pyaar abhi kaafi
Unchi toh bharni udaan abhi

Hassi yeh zaameen hai
Hey hey
Nila aasman hai
Hey hey
Ghar ko chala mei
Woo hoo
Uthejet hu abhi mei
Hassi yeh zaameen hai
Hey hey
Nila aasman hai
Hey-hey
Ghar ko chala mei
Woo hoo
Uthejet hu abhi mei

Dhoke diye unhone jinpe bharosa tha khud se bhi zayada
Humko apna banaya jinko tha hume socha paraya
Humne phir bhi kabhi na unko jaake neecha dikhaya
Nafrat thoda sa phir bhi na hume dil ko seekhaya

Hassi yeh zaameen hai
Hey hey
Nila aasman hai
Hey hey
Ghar ko chala mei
Woo hoo
Uthejet hu abhi mei
Hassi yeh zaameen hai
Hey hey
Nila aasman hai
Hey-hey
Ghar ko chala mei
Woo hoo
Uthejet hu abhi mei



Credits
Writer(s): Lalit Pandey
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link