Ziddi

Dheere chalna seekha nahi
Tabhi mere kadam tez
Million ko bana na chahu
Apni mei minimum wage
Duniya hai daarati par na
Kabhi mei toh hota faze
Jab bhi mic haath mei toh
Pasand mujhe karna rage
Mere toh alag hai ways
Karna hai bharat ko change
Khule aasmaan mei hu
Phir laage mei hu caged
Inke toh bacche ni days
Saare yeh laage ab strange
Saal ki hai deeri
Mera badne toh lagega craze

Saamne se bolu
Yeh toh gana ni ek dhamki hai
Gaand jab gheesi hai mene
Tabhi kismat chamki hai
Izzat na yeh de ab
Meri khopdi bhi sanki hai
Bole khudko bhaari
Par kyu jebe inki halki hai
Sunn li mene maan ki hai
Dushmaano ki fatti hai
Mehngi chaine jhachti hai
Daaru bhi na sasti hai
Karte yeh bas masti hai
Mitni inki hasti hai
Karna hai bas kaam
Jab tak milti nahi mukti hai

Lay G tere sabd inke kaano mei hai chub rahe
Inko saty na jaame toh bolo inse chup rahe
Inke hisse ka bhi khau mujhko yehi dukh rahe
Akkad the dikhate par kyu aage ab yeh jhuk rahe
Thoda aur waqt mene start na kari hai game
Loading ho rahi hai info tujhko jo karegi tame
Chase kare clout beta isse na milegi fame
High hai ab aim jisse hail hoga mera name

Sabd hai kathor kyuki dil mei toh bhara hai pain
Use kiya jab bhi brain dard na kiya explain
Hausala kiya hai gain focus theek kiya again
Ready hu mei ab toh poori dharti bhi karu obtain
Nahi kuch impossible, the word says I m possible
Baba maa ki deekhi mehnat tabhi hu unstoppable
Paise ki sunu mei tere sabd na hai audible
Cheer aur faad dunga jab bhi mile mauke ab

Rolu dholu, aankh kholu, seekh leke, yolo bolu
Solo holu, jaldi bolu, geet deke, loco holu
Ziddi banda karna panga warna tu milega ganga
Koshish karle rokne poori phir dikhaegi shamta
Ab toh apne zone mei hu mujhko na koi khoj sake
Dekhe mene roz saale mujhko the jo khosh rahe
Kholu inki khopdi mei dhaarti pe bhoj bane
Level inta uncha inki soch se mei door kahe



Credits
Writer(s): Lalit Pandey
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link