Keeda
Rukne na deta
Abhi dukh mei na baitha
Aandar ka yeh keeda mujhe udd le tu kehta
Mei toh saar mei na rehta abhi nadiyon sa behta
Ghutb ghut abhi toh zindagi ko na sehta
Pal pal mei palte, tere yaar yeh galt hai
Mtlb pe chalte, kaamyabi se jalte
Sath dene mei darte, borri batte hai karte
Aage jab tu badega, rahe hatho ko malte
Khurapaati hai soch, jeetne pe ho toast
Nakli rapper ho ghost, jab bhi skill karu boast
Janta badegi dost, ban ne wala hu goat
Body bag mei dalke tere ghar karu post
Teri laash ko dekh ke teri maa khoye hosh
Apne dil ko maanu unhe bheju jab rose
Shaant rehna tu seekh taaki na ho afsos
Aaj mood mei hu kaafi hona chahu madhosh
Chadti jaawani, shauq rakhte nawabi
Kaam karte boorani, kalam ban gayi toofani
Abhi pralay ki taiyaari, nasht hone kaafi paapi
Paida hua tha harami, bediyo mei toh bandha ni
Chadti jaawani, shauq rakhte nawabi
Kaam karte boorani, kalam ban gayi toofani
Abhi pralay ki taiyaari, nasht hone kaafi paapi
Paida hua tha harami, bediyo mei toh bandha ni
Hath anokha
Tabhi kaam na roka
Abhi pasand hai khoka, nahi samjha mei log ha
Shot deke gayab abhi abhi bana mei loka
Muh pe baat bolu, peeche se mei karu na dhoka
Abhi saar mei chadta jaise nasha ho rum ka
6 EP 1 album abhi kara hai kuch na
Samay se toh aage meri fitrat hai chalna
Kalam kagaz jab bhi sath hum aata bas jalna
Ulti soch, bas bane hai boj
Nahi karte khoj. Apne aap ki roj
Bartan hai khali bas karte yeh shor
Bas kaam ke waqt saale bole kabhi aur
Company wale ab karenge hire ni
Unko pata hai saale ladke hai fire bhai
Main hum player hum milti hai priority
Show pe mujhe abhi chahiye bas riot hu

Credits
Writer(s): Lalit Pandey
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.