Saamraajy

Dil mei ab mere sukoon hai
Har din baad raha junoon hai
Ab toh khush yeh meri ruh hai
Mujhko ab khud pe toh shaq bhi nahi hai
Mei ghar mei band reh ke
Naam duniya mei bada du
Datt ke lakshay pe khada hu
Astitva nahi mitega

Tum dekho sooraj bhi dooba hai
Tara bhi ubhaar raha hai
Sehmat choti cheezo se na
Poora aasman chaiye mujhko
Mei rukta nahi
Aake dekho kitne saalo se mei yahi pe hu
Wada khud se hai mei ghar
Gharwalo ki dikkate jaad se mita dunga

Koshish
Kar rahe hai
Kaafi mei sach
bolu nahi kyuki
Jhoti
inki jo duniya wo toot na jaae
Brahm mei jee rahe soche so ke sab hota hai
Sapne hote aise hai tumhe jo sone bhi dete nahi hai

Mei apne logo ke liye
Marne ko bhi taiyaar hu
Imaandaari mei sath hu
Ladta hu haq ke mei khaatir
Nahi jeena banke gulam hai
Sapne hone bhi saakar hai
Cheeze le rahi aakar hai
Mere yeh sabd sadabahar

Aandhi ani aur toofan hai
Mujhe chahiye sansaar hai
Chingari kari thee jo shuru
Isse toh ban na hee hai abhi aag
Chalna dhyaan se
Kahi bhasm ho na jaao tum isse abhi
Saamraajy nahi rukega
Prani ki bhi rokna chahe kisi bhi yug mei

Koshish
Kar rahe hai
Kaafi mei sach
bolu nahi kyuki
Jhoti
inki jo duniya wo toot na jaae
Brahm mei jee rahe soche so ke sab hota hai
Sapne hote aise hai tumhe jo sone bhi dete nahi hai



Credits
Writer(s): Lalit Pandey
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link