Khone Do

Khone do iss pal ko iss pal se bichadne do
Mudne do zara jaane do

Khone do iss pal ko iss pal se tum mudjaane do
Zara jaane do sundar se phoolon se the kal ke din wo
Saari roz haatho mein basta saathi saare dost
Jaari roz uniform pehne rupaya chaar he roz
Chalti thi jaha aath se do fir toh kalti wapas palti thi waha
Zindagi tab toh apni sasti bhaari masti
Ab laga mujhe lagne ke din wo guzarne ke
Baad jo fisalke mai girke ab utha toh bhi
Saath nahi din wo,wo pal tha kal na par wo
Khone do hona jo hone do
Agla he lamha ye jo pal tha aaya
Aaya tha ye jaane ko zara jaane do
Jaane do jaane do
Wo din toh baap tha par aaj meri maa bhi jeeti marne ko
Toffee mein thi khushiya janam din par baati do
Aaj wohi dost saale ban chuke hai zaalim log
Afsos ye kal ka tha pal par na ye kal hai aane wala jo

Khone do,iss pal ko iss pal se bichadne do
Mudne do zara jaane do
Khone khone khone khone
Iss pal ko iss pal se khojaane do
Zara jaane bichad jaane do

Chalke mere jooto mein dekh,kadme ye bhatke jo
Nagpur mein janma mere saath bada hua wo
Kua jo saamne mere piche khaayi
Dhaabe mein latka meri aatma par gaano mein he samayi
Ye ladai saathi na koi mujhme fauji bhai
Jigra dil aisa ke one man maine army lai
Thokar khai rokar maine zor zabardasti khayi
Umar paanch banda tha wo raakshas ka bhai
Dunia mein dekha maine dunia daari jo
Kuch baithe saaf kuch chayn churane ko
Hosh udaane ko pal ko ye tere pal pal mein badalte jo
Ye log hai bujhti hui jog sasti toke chal
Pichli soch purani khoj hai haan
Khone do iss pal ko iss pal se mudjaane do zara jaane do
Afsos ye kal ka tha pal par na ye kal hai aane wala jo

Khone do iss pal ko iss pal se bichadne do
Mudjaane jaane do
Khone khone iss pal ko iss pal se
Khojaane do mudjaane bichad jaane do



Credits
Writer(s): Aniesh Rana
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link