Jhooti Baat Nahi

Jhooti baat jhooti baat na kar
Sahara lele thodasa tu sach ka par
Jhooti baat na kar

Haan
Sar mein kuch dard zamana na mard sa
Kapdo ka dosh ye rape ka jo haadsa
Itni si soch teri beta tu na baap ka
Aaja tu paas mai rana na naam ka
Wardi ka zor usme insaan na kaam ka
Sahe bade jhol maa ke aasuo ka saath tha
Thodasa mast bohot bekar tha
Safar ab tak ka ye mere khilaf tha
Ab baad ka na janu kuch
Jeene ka shawk tha jeete jeete seekha maine
Marne ka na khauf tha mere sath
Mere baap ka sahara aur pyaar
Maa ke wo haatho ki roti aur daal
Ab mere bade paas
Rhythm and poetry ka matlab bada saaf
Jhooti baat mere sath nahi
Jhooti baat mujhse bardaasht nahi
Jhooti baat nahi

Adaalat ki thaali kaali si,mere baap ko tha fasaya
Zaalim si,saala pas na tha rupaaya wo din
Par aaj sab paas kami papa ki
Sab vidhata ki ye dunia baba ki
Fir bhi hinsa kyu bade shaitano ki
Jhol jhaal khoon kharaba jhoote ibaadat ki
Kaali raaton ki,ye dunia ek daud jisme haara insaan
Din mahine aur saal mein ye dunia tamaam har
Har agle mod pe kuch bhatke jazbaat
Meri baaton mein dekh kitna dabav
Mere paas ka sujhav uss umeed pe he jee
Kabhi gham kabhi khushi par thoda sa pi
Ye toh yuhi badnaam asal dard usme jo
Tere paas hoke paar dunia waalo mein he

Jhooti baat jhooti baat na kar
Sahara lele thodasa tu sach ka par
Jhooti baat na kar



Credits
Writer(s): Aniesh Rana
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link