Sarkar Se Ladai

Ladai hai aisi ladai hai
Gaya dar mai dunia ko ghai hai
Khiski adaalat mere liye nahi hai
Kudrat ke taufe gairkanooni yehi hai
Aisi ladai hai gaya dar mai dunia ko ghai hai
Shaatir ye saare mere liye nahi hai
Jaise saara jhoot par meri ye sachai hai
Ladai hai aisi ladai hai
Gaya dar mai dunia ko ghai hai
Khiski adaalat mere liye nahi hai
Kudrat ke taufe gairkanooni yehi hai yehi hai
Aisi ladai hai gaya dar mai dunia ko ghai hai
Shaatir ye saare mere liye nahi hai
Jaise saara jhoot par meri ye sachai hai

Gaya hu darr mai iss ghar mein
Iss ghar ka nam dharti sarkar ki bas chalti
Kuch pehne wardi toh kya sar pe chadti hai
Khushi waha jaha, pare humse gardi hai
Galti hai ye toh sarkar ki galti hai kudrat ki deyn ko bhi
Kaha tune farzi hai dhamki hai
Rok sake toh rok mujhe tu jo mere mann me
Wo karu koi gham nai hai dum nai hai
Toh saasein bas chalrahi hai
Kal wahi hai subah shaam par raat nai hai
Baat wohi hai mai toh raato ka raja hu
Trip maru na mai aisi koi baat nai hai
Baat wohi hai ke rang saale saat nai
Saat hazaro par logo ke roop aath
Tu aaj guzar waqt thoda fook faak meri ye nazro se dekhega khoob art
Gaya hu darr mai iss ghar mein
Iss ghar ki khidkia band hai parde bhi kaale
Kirano ka ant hai ghar safed isliye dikhri ye gund hai
Kalakaari ki pehchaan nai hai sarkaar
Agar hota insaan toh tu sarkaar
Tujhe kehta mai ayy bhai
Drugs ko hindi mein kehte dawai hai

Ladai hai aisi ladai hai
Gaya dar mai dunia ko ghai hai
Khiski adaalat mere liye nahi hai
Kudrat ke taufe gairkanooni yehi hai yehi hai
Aisi ladai hai gaya dar mai dunia ko ghai hai
Shaatir ye saare mere liye nahi hai
Jaise saara jhoot par meri ye sachai hai

Tumpe mujhpe ye hasti hai haq ki hai
Baatein yaha pehle haq ki hai shaq ki sharam ki hai sun
Gunhegaar pade bohot lekin pakde kyu nashatti hai
Galti hai ye toh sarkar ki galti aazadi
Yaha kayki aazadi bas faasi hai
Faasi se hona kya asal dard toh khooni ki chalri
Wo saasein hai baahein hai padi par khaali ye
Khaayi hai chote maine bohot khaayi hai
Ghaayi hai mujhe karne ki kuch ghaayi
Ladai hai meri he mujhse ladai
Judai hai uss kal ki iss aaj se
Tu bhi janma maa papa k pyaar se
Gareebi ameeri paiso se naap na
Khush rehe tu beta hai apne he baap ka
Haan kabhi bole maa naa samjhe
Kabhi bole papa zara pagal se
Kabhi waqt guzaar maa baap ki kadar ki pehchaan
Unke jaane ke baad na kar haa ladkar seekha hu
Teekha hu tere jaisa feeka na
Aathvi se kamara hu saadha hu
Kamra ye messi par rapping ka
Rapping ka ronaldo hu

Ladai hai aisi ladai hai
Gaya dar mai dunia ko ghai hai
Khiski adaalat mere liye nahi hai
Kudrat ke taufe gairkanooni yehi hai yehi hai
Aisi ladai hai gaya dar mai dunia ko ghai hai
Shaatir ye saare mere liye nahi hai
Jaise saara jhoot par meri ye sachai hai



Credits
Writer(s): Aniesh Rana
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link