Jeeraha Hoon
Khudko sambhal jeeraha hu
Na jaanu kuch hu behaal
Yaadein meri feeki bachpan sala khaali
Dosti k naam pe sab the harami
Maar khayi pita roya har ek shaam
Jalte the mujhse aur iss mere naam
Dheere dheere umar badi mujhe lagta tha jo jaana na tha sahi
Samaj mein aayi dunia kitni badi
Lekin ab kya karu waqt ki nikal padi
Dhue k badan ne kholi baahe
Pita hu gaanja jab man chahe
Jo bhi hu jaisa hu nasho k dum pe
Rap ka bukhar sawar mere sar pe
Ganjatti nashatti mandbudhi,kitna kuch kya kya hai
Kehte ye log,inki na sunke mai jeeta sambhalta na rukta na rota ab roz
Dunia na dekhi fir bhi maine jaani kabhi haar na maani
Mera waqt bhaari aatank machani maine kasam khaali
Umar thi athra khoya baap
Jaanta hu aaj bhi ho saath mere aap
Itne ye din kaise guzre na jaanu
Kamal sali chiz meri lagti hai daru
Beta mai tera aur tu mera maula
Din din bhar kia kismat se sauda
Din meri raat hai raat mera din
Ab na mai reh sakta rapping k bin
Pehle socha maine zyada kaisa hoga mera bhala
Kaise jiyuga mai sada,khushia ya saza
Ab farak na padta kisise na darta
Jeeke bhi hu marta
Khudko sambhal jeeraha hu
Naa janu kuch hu behaal
Jeeraha hu khudko sambhaal na janu kuch hu behaal
Mile jab mujhe mauka banuga mai clock
Tik tik tik tok,dikhauga na bura waqt
Jaan jab tak sada mai hu aaya baatne khushiyo ka khat meri
Har galti maaf hai insaaf hai jab jalta ye dil
Kar yaad baatein saari aadatein wo galat raastein har faasle
Mann bole mera jaag tu na bhaag tu
Sarkar tu teri aarzoo pe kar naaz tu
Jo bhale ho na ho par meri maan tu
Mera mann bole mujhe chahe kitna tu soche
Hona jo bhi likha jaisa shaitaan paisa
Aana hai toh bhale aana saala jaayega toh jaana
Zindagi ka ye fasana kama jitna banega
Aaya khaali haath jaana leke kuch na saath
Karni hai bas acchi baat tab he dege teri daat
Zindagi mein bas ek galti toh karle
Bhulege wo sab kuch bigadege tera naam
Tera kaam karam kar acche karam
Mai toh nagpuri launda dimag garam
Meri fikar na kar mai toh hu ek fakeer
Khuda ka gulaam khuda ki kasam
Meri chillam garam saala jigra naram mera kaam tamam
Bholapan aaj haram aur kaisi aawam
Andekha ansuna karna mera kaam
Jaanu na kya hoga mera yaha guzre lamhe aur pal aane wala mazak
Aakhir mein milna toh
Mujhe bhi usi mein hai khaak
Khudko sambhal jeeraha hu
Naa janu kuch hu behaal
Jeeraha hu khudko sambhaal naa janu kuch hu behaal

Credits
Writer(s): Aniesh Rana
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.