Hip Hop Mera Ghar
Rana on the beat
Khudse he khela ye logo ka mela jo
Bhola tha yaara tere liye mehenga jo
Aathvi se aashiq tha dil tuta gyaarvi mein
Baarvi mein seekha koi apna saath nahi hai
Mushkil safar bagair note ye aasan na
Sab buzdil magar,kaanoon ko bhi paala
Khudgarz zamane mein khudko sambhala
Ye kuch pal ki khushiyo mein gham ka sahara hai
Jeeta jaise khudka he raaj hai
Kisika na khauf par gaanje ka shawk hai
Khaana khilaya ab gaana sunana
Ek he kadhai par swad mere bohot hai
Pura bebaak kiya pyaar uss jwala se
Pita gaya upar, akeli ab sau raatein
Din din din guzre tayar mere 100 gaane
Aisa he kaam paana izzat par paisa de
Yeah money
Yaha neki pooch pooch badi soojh booj
Khade khoon chusne ko
Dusre ki jaan le jo kaisa insaan na wo haivaan tu
Fir bhi jhoom jhoom fir bhi jhoom jhoom
Teri zindagani ko tu dekh
Roz ki ya sapno ki apno ki soch na
Boj ki ya khoj ki tera iraada ye
Sauda kar mujse tu khushiyo ka waada ye
Sau taka teri zindagani ka gulam tu
Mujhse na hota ye isliye toh khaas hu
Saha jo bhi jitna utna paane ke paas hu
Aaya bujhane meri maa ki mai pyaas hu
Saas hu aawaz hu uss dil ki mai aas hu
Aasu jo baahe un sabka hisab hu
Dil dene aaya na jeetne ki aarzoo hai
Ab na dabuga aaya saamne toh faad du
Yaad kar wo din fasaya tha baap ko
Aaj mujhe dekhkar tu jaagega raatko
Tab meri khaamoshi ab mere saath wo
Upar bhi sathi aur niche kuch chaar log
Haatho mein na bandook boli mein goli hai
Apni na toli akele mein kholi kitabe anokhi
Ye janta badboli par aatamaye sori hai
Dus karke galti, mu se bas sorry hai
Logo ki bewajah bhaaga daudi hai
Kuch yaha asli kuch ki bas chori
Kuch karte chori aur fir seena zori hai
Jeeta jaise khudme bhagwan hu
Aaj ke iss waqt mein in raavano mein ram hu
Aadatein bhale ho buri meri insaniyat ke naam pe jeeti misal hu
Filal, iss baat ka tu rakh dhyan
Dene wale baithe hazar log tujhe gyan
Unme mai ek meri sun ya toh khud maan
Hip hop mera dharam hai meri jaan
Meri jaan, jaan dekhe din bar bar
Bura waqt saath saath mere
Haal chaal jaise AKM haath mein
Chalu main dhaad dhaad
Chalu main dhaad dhaad
Agle he din deni jaan toh
Kaisa ghamand tere paas mein
Jitni unchaayi mein upar udega tu
Kadmo ko bhul na unse he chal tu
Khudse he khela ye logo ka mela jo
Bhola tha yaara tere liye mehenga jo
Aathvi se aashiq tha dil tuta gyaarvi mein
Baarvi mein seekha koi apna saath nahi hai
Mushkil safar bagair note ye aasan na
Sab buzdil magar,kaanoon ko bhi paala
Khudgarz zamane mein khudko sambhala
Ye kuch pal ki khushiyo mein gham ka sahara hai
Jeeta jaise khudka he raaj hai
Kisika na khauf par gaanje ka shawk hai
Khaana khilaya ab gaana sunana
Ek he kadhai par swad mere bohot hai
Pura bebaak kiya pyaar uss jwala se
Pita gaya upar, akeli ab sau raatein
Din din din guzre tayar mere 100 gaane
Aisa he kaam paana izzat par paisa de
Yeah money
Yaha neki pooch pooch badi soojh booj
Khade khoon chusne ko
Dusre ki jaan le jo kaisa insaan na wo haivaan tu
Fir bhi jhoom jhoom fir bhi jhoom jhoom
Teri zindagani ko tu dekh
Roz ki ya sapno ki apno ki soch na
Boj ki ya khoj ki tera iraada ye
Sauda kar mujse tu khushiyo ka waada ye
Sau taka teri zindagani ka gulam tu
Mujhse na hota ye isliye toh khaas hu
Saha jo bhi jitna utna paane ke paas hu
Aaya bujhane meri maa ki mai pyaas hu
Saas hu aawaz hu uss dil ki mai aas hu
Aasu jo baahe un sabka hisab hu
Dil dene aaya na jeetne ki aarzoo hai
Ab na dabuga aaya saamne toh faad du
Yaad kar wo din fasaya tha baap ko
Aaj mujhe dekhkar tu jaagega raatko
Tab meri khaamoshi ab mere saath wo
Upar bhi sathi aur niche kuch chaar log
Haatho mein na bandook boli mein goli hai
Apni na toli akele mein kholi kitabe anokhi
Ye janta badboli par aatamaye sori hai
Dus karke galti, mu se bas sorry hai
Logo ki bewajah bhaaga daudi hai
Kuch yaha asli kuch ki bas chori
Kuch karte chori aur fir seena zori hai
Jeeta jaise khudme bhagwan hu
Aaj ke iss waqt mein in raavano mein ram hu
Aadatein bhale ho buri meri insaniyat ke naam pe jeeti misal hu
Filal, iss baat ka tu rakh dhyan
Dene wale baithe hazar log tujhe gyan
Unme mai ek meri sun ya toh khud maan
Hip hop mera dharam hai meri jaan
Meri jaan, jaan dekhe din bar bar
Bura waqt saath saath mere
Haal chaal jaise AKM haath mein
Chalu main dhaad dhaad
Chalu main dhaad dhaad
Agle he din deni jaan toh
Kaisa ghamand tere paas mein
Jitni unchaayi mein upar udega tu
Kadmo ko bhul na unse he chal tu
Credits
Writer(s): Aniesh Rana
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.