Kudrat
Shero ki toli ye jungle ilaake mein
Hirano ko khauf hai
Moro ke pankho mein kudrat ki baaho mein
Janmi har saas ye
Kudrat anokha patto se machino pe
Insan k raaj mein
Kyu karta kabze mein kudrat aur jeevo ko
Wo bhi na jaante ye
Janma janaani se maa ki fir gaali kyu
Kudrat se leke humne kudrat ki maari kyu
Video banake maara kutto ko laate tu
Kudrat bhi karma hai
Roke toh roklena aandhi toofano ko
Zaalim unn haatho ko
Kaabu mey laale toh
Buzdil iraado se dharti pe boja sa thoda tu ghalib ho
Kudrat vyapari na haathi ke daato se
Bharta tu peth jo na kaafi ho
Pehenega cheeta par cheete si furti na
Tu bas ghamandi paiso ka aabhaari ho
Kore kakaz jaisi kori ye dharti hai
Jaanu na kaise ye ab tak ke sambhli hai
Bhatki hai,kudrat na bhatka,insano ki toli hai

Dal dal se ghar ghar pe
Patto se kapdo pe
Mitti se baadal pe
Ghodo se gaadi pe
Kudrat se bistar pe
Ped ye hai kaatte fir maal malte kakaz pe
Koi samjhaado aazadi ka matlab
Aazad hai manushya aazad pashu pakshi ho
Haq ki hai sabki hai
Dharti hai maata ye baccho pe satki hai
Khilke bikharte hai chad chad ke dhalte hai
Pyar firse karte hai
Dil se nikalega ek ko toh dusra pukarega
Jungle ye chalte hai
Shero ki toli ye jungle ilaake me
Hirano ke saath hai
Ek he ye dunia hai zinda kya murda kya
Kaise ye Faasle
Jeena hai marna hai ladna ladana kar zara tu baadme
Pehla kadam lena itne tu jaldi kudrat ki na jaan le
Naaa

Credits
Writer(s): Aniesh Rana
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.