Asli Mohabbat

Kar lad mar par har dard rakh ghar tak
Sar par har pal fal kal par kar kaam
Dil wil pyar vyaar mat kar bar bar
Tu harkat mat kar par kar pyaar

Mohabbat ko tune kitna jaana ye samjhana
Paudha tod na bechaara
Iss bagiche mein aawara mutthi band kar na jaana
Kya khona kya paana
Lagne de jo lage tujhe lage dil jo na tera
Kare fir jo bhi teda mare fir wo akela
Haavi moh maya tujpe kaafi kuch churaya tujse
Laga jo tujhe tha saccha sa pyaar wo tere na saath tha
Kismat ka waar
Zindagani tere saath jaag zara khol teri aankh bhaag
Zara ban khurafaat saath tere tu teri aag
Baat meri sun tere baad
Lal wahi khoon tere paas
Lal
Aasu nahi dard mere paas
Dil mera aashiq mizaaj par
Samjha paudha wo bagiche mein he khaas

Ye asli mohabbat hai
Asli asli
Ye asli mohabbat hai
Asli asli
Ye asli mohabbat hai
Asli asli
Ye asli mohabbat hai

Kar lad mar par har dard rakh ghar tak
Sar par har pal fal kal par kar kaam
Dil wil pyar vyaar mat kar bar bar
Tu harkat mat kar par kar pyaar

Paisa ye sex na pyaar kaisa chadha bukhar
Tu le udhaar ye gyaan sudhar Khudko sambhaal zara kar vichaar
Ghamand nikal kar thoda khyal Khudka khyal tu khudke saath
Hila josh mat hila apna haat
Laga dosh mat laga khudme aag
Mohabbat ko tune kitna jaana ye samjhaana
Har pal
Wo hai tera na
Kal kal hona jo hona
Tu sat mat fat fat rakh har kadam
har pal chal par mat dhund barkat

Ye asli mohabbat hai
Asli asli
Ye asli mohabbat hai
Asli asli
Ye asli mohabbat hai
Asli asli
Ye asli mohabbat hai



Credits
Writer(s): Aniesh Rana
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link