Lockdown

Zap on the beat

Apne he gharo mein kaid har sheher hai
Na jaane kaisa ye anchaha keher hai
Na jaane faila ye kaise zeher hai
Apne he gharo mein kaid bistar se sair sheher lockdown hua
Health care workers pe proud hua mann ye
Bahar hawa khaane ko jalta badan
Zindagi pe tha tu sanka par karta kadar
Na darr hai kal tha kal par aaaj ab

Haa jeele tu kal jaise kal mein hai
Paayi laashe bohot ye bharam na hai

Karega punya photo nikalke
Rahega shunya bole hazar ye
Rehna ghar pe kyu bahar ye
Rehta mann mein bole na saamne
Kaisa toofaan corona naam ye
Kaisa bawal logo ke haal mein
Socha tha hoga ye saal yaadgaar
Bana usse bhi zyada ye khaas 2020
rahega yaad
Tu bata please dur maa baap se rehke tu kaise guzaar raha dil pookar raha
Gayab har swaad ghayal har khwaab
Shayad kal aakhri din
Raakh feeling baatein ye sin kaam se gin
Shaam savera jo bhi aatmik hai ye din
Tu dharti pe guzar raha par chizo pe hai dil
Matlabi ye dunia tu isme kamzor hai
Tera bada dil dunia kal kadmo mein.
Santosh rakh mann ko zindagi ye taaal pe
Nupur si har chaal ho ye dunia maidan yaha dare toh daraye wo lade toh ladaye wo
Mare toh yaad aaye wo kare hustle bhai log
Dhiraj chota bhai dope zindagi ye flight mode
Pura lockdown,broke mann me hai high hope
Dharti maata khush hai ghar pe rehke smile do
Zindagi khatam nai kuch pal khudko time do
Dusro pe vyast hai khudse na hide ho karmo se darle
Tera right swipe hope lockdown mein band hai
Loha par phone uthate gym band hai
Mall tera garden par maali hai ghar mein
Dekhta jab money hiest tere mann mein

Apne he gharo mein kaid har sheher hai
na jaane kaisa ye anchaha keher hai
Na jaane faila ye kaise zeher hai
Apne he gharo mein kaid,bistar se sair sheher lockdown hua,
health care workers pe proud hua mann ye
Bahar hawa khaane ko jalta badan
Zindagi pe tha tu sanka par karta kadar
Na darr hai kal tha kal par aaaj ab
Lockdown hua



Credits
Writer(s): Aniesh Rana
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link